wohi mauka Kushal Tandon ko bhi mila ... to chala gaya gauhar ke paas yeh kehne ke who use pyar karta hain ... yeh hum bhi aur gauhar bhi 10 baar sun chuke hain. aur phir ek example diya aur naam bhi kiska liya ... Katrina kaif ka aur who bhi salmaan ke saamne. Salman ne kaha bhi kahaan ka track kahaan jod raha hain. Katrina ko compare kar raha hain ... Gauhar khan se ...
are gauhar khud aayi hain bigg boss aur won aejaz camera ke saamne kuch bhi bole ... yehi ke use pyar karta hain ... so what. ... jab kushal tendon first time bahar the aur andar aane ke chances dim lag rahe the tab yehi gauhar khan ko yehi aejaz ki baatein acchi lag rahi thi aur footage ke liye dono ek doosre ka istemaal bhi kar rahe the.
Kushal Aur kitna rahoge gauhar ke control main. Is WOW par bhi tumhe gauhar khan ko hi chup karaana pada. Bandar ki tarah uchal uchal ke baat kar rahe the aur ek accha mauka kho diya apna image sudhaarne ka aur rahi baat tumhari yeh relationship with gauhar ki ... Its not going to last... Its just a matter of little time when u both are going to split.
Whatever aejaz says about u seems to be true. Bandar ke haath main lollipop ...Brainless Kushal tandon.