i agree ki kamya ka attitude theek nahi tha but according to me last week luxury budget par kamya kuch suggest kar rahi thi to uski nahi suni gayi thi isliye usne iss week yaane k kl kuch nahi kaha aur apurwa hota kaun hy kamya ko aise baat karne waala and secondly kamya ne jo jhooti kaha gauhar ko usse mai bhi agree karta hoo Gauhar ne jo reasons diye galt diye the.
baaki mera kamya se koi attach nahi hy