Part 31
Ek baat pe maafi milegi….he stares at her while saying.
Anandi blushed. Dhaat….she mutters. Lekin pehale kahin chai peyange aur kuch khaane ke liye bhi lete hain. Mujhe bahut bhook lagi hain.
Arre wha tumhe bhook bhi lagati hain. Aaj toh kamaal hoo gaya. Shukar hain kaam se tumne khaane ka naam toh liye. Warna main hee humesha khaata rahta hunn. Thik hain jaisa tum kaho.
They stopped for tea & packed kachori's with them. Shiv was driving while Anandi feeds him kachori. They are having good times. They came outside the city. It's Small Hill. They came out of car & see entire Jodhpur city speard out. Anandi was happy. Shiv's cell rings he excused himself since it's from office.
Anandi sat on one rock nearby. She was looking at Shiv with love. Shiv humesha mere baarien mein soochate hain. Aapne aap se pehle meri khushi ke liye kuch bhi karne ke liye taiyaar rehte hain. Innka poora pariwaar mera kitana khyaal rakhta hain. Itana ki Mahi aur Sanchi toh mere kitane acche dost ban chuke hain. Itani khushi meri zindagi mein aaye ki ab main darne lage hunn. Kahin yeh sari kushi mujhese cheena lee meri kismat. She had tears in her eyes.
Shiv finished his call & turns. He was shocked to see Anandi wipes her tears. He came near her & toched her shoulder. Kya hua Anandi ? Anything worng?
Nahi kuch bhi toh nahi. Kuch chala gaya tha aankhon mein she replied.
Shiv sits besides her. Main janata hunn. Yeh sab joh hoo raha hain use tumhe kahin na kahin takleef poochte hain. Main yeh janata hunn ki beeta hua kal yunn achanak se bhoola dena aasaan nahi hota hain.
Anandi looked at him with surprise. He holds her hand.
Anandi shaadi ki taiyaariyan tumhe kahin na kahin disturb kar deti hain. Inn bte dinno mein tumne bahut kuch saaha hain. Tumhari maa achanak iss duniya se chale jana aur phir divorce. Main samjhata hunn.
Nahi Shiv main aapne beete hue kalke baarein nahi sooch rahe thi. Maa ka jana mainne kismat ka khel samjhke manzoor kiya hain.
Rahe baat Jagya ki toh mujhese dur hue bahut din hoo gaye. Jab woh pehli baar Mumbai gaya tab hee mera usska rishta totne laga. Pata hain pyar kya hain yeh mainne kabhi jana hee nahi. Kyunki jab yeh ihsaas hota tab tak main aur jagya ki shaadi hoo chuke thi. Aur jagya hee mera pyar hain yeh main samjhne legi. Aur shaadi ke iss rishte ko nibhana mere liye pyar ban gaya.
Jagya ne kabhi mere baarein nahi soocha. Uske liye uska carrier, uski pasand, yeh woh bass joh kuch bhi bass uska. Main uski icchaon mein aapne aap ko khush karti. Meri aapni pasand na pasand ka na mujhe ishass tha aur na hee jagya ko. Ab main jaan gaye ki humari toh koi baat milati nahi thi.
Payr kya hota hain yeh maine sahi mayano mein aap ko dekh kar seekha. Shiv was stunned to hear this. Anandi put her head on his shoulder.
Aap shiv…jab Dadi sa ne aapse meri aur aapki shaadi ki baat rakhe. Tab sirf aap mujhse pyar karte the. Lekin aapne aapna pyar ko mujhe par thopa nahi. Mere upper kisi bhi kisam ki jabardasti nahi ki. Jab Maa ke gujar jane ke baad uski aakhri iccha puri karne ke liye maine aapse shaadi karne ke liye haan kaha. Tab bhi aapne meri khsuhi meri raazamandi ke baarien soocha. Kisi dabav mein aapne mujhe haan karne se mana kar diya.
Uske baab aap ne aapne pyar se mujhe yeh ishass karvaya ki aap ne mujhe par koi ishsaan nahi kiya hain. Balki aap mujhe se pyar karte hain. Bina kisi shart ke bina kisi sawrth ke. Aur main samjh gaye ki js pyar se main aaj tak anjaan thi woh mere samane hain. Aapke roop mein.Aap ne mujhe itani khushi dee hain ki main ab iss khushi se hee dar ne lagi hunn.
Shiv put his arms around her. Main humesha sirf tumhari khushi chahata hunn. Tumhe mere rehte hue dark ne koi jaarut nahi hain. Humara pyar isse hee rahega balke waqt ke sath aur badhega.
Haan Shiv. Hum dono ki pasand napasand bhi ek dusare se mel kahti hain. Woh kya kehte hain usse...Made for each other.
Humm...lagata hain Sanchi ka asar dheere dheere tum par bhi hone laga hain.
Haan. Sanchi ka hee asar hain. Pata nahi kitani laambi planning karti hain. Uss din keh rahe thi bhabhi aap ke baachon ke naam bhi main dhoond ke rekhti hunn.
Shiv was stunned hear this. He looked at her. Tumhe baache pasand hain?
Mujhe haan bahut pasand hain. Pata hain jab nandu chota tha tab main usse sambhalti thi acche se. Shagun aur Varun ko bhi. Maloom hain Dadi sa kab se intazaar mein hain woh toh Devi maiya se kehti rehti hain anandi aur Shiv ke baacho ko dekhe baigair main nahi jaane wali iss duniya se. Jab humare baache honge toh main unnhe ek behtaaar insaan banaungi bilkul aapki tarah.Anandi smiled & looked at him. Shiv was smiling. Anandi gets embareessed.
Accha toh madam sarpanch yehi bhi soochti hain. Mujhe toh tumne bataya bhi nahi. Well agar baat baacho ki hoo rahe hain toh usse pehale Shaadi karni hogi. Aur baacho ko iss duniya mein lane ki itani badi jeemedari uthane ke liye hummne taiyaari bhi toh karni padegi na.
Anandi was confused. Nahi samjhi tum…Honeymoon. Well baato kahan jana hain ?
Anandi blushed & starts walking away from him. He followed her. Arre madam ji batayeh na. Kahan jana hain. Mujhe chuuti ki application bhi deni padegi.
Anandi felt shy. He grabbed her from back. Ab bolo….jaldi se.
Main kya batun aap jahan lee chale…mujhe nahi maloom.
Dekho main lee chalonga phir yeh mat kehna ki yahan kahan lee aaye mujhe.
Nahi kahungi….pakka. Jahan aap lee chaale. They start walking together towards road holding each other like ture lovers.
Precap
Well keep guessing