muje lagta hai ki gouri kahegi ki anandi akeli nahi rahe shakti isi liye usne ab jagya ke badli mein shiv ko phasaya hai.taaki jagya Aanandi ko shiv ke sath dekhkar shoked ho jaaye aur woh muje chhodkar anandi ke pichhe bhage yeh anandi ki chal hai jagya ko wapas paane ki aur jagya ko jalan bhi hogi