Thx for the pm.
What a marvelous description of the characters and their thoughts and actions, I m amazed by ur writing, fabulous. One hand priya had become a robot, jitne armaan the saare behgaye kahi, jitni himmat thi apne aapko sambhaal ne Ka, usne karliya, dusri baar uss himmat ka juta paana bahot mushkil hai, hasti bhi hai toh apne gam ko chupane ke liye, apne aap se bhag ti hai, kahi ram kiss yaad aur kami mehsoos na ho, uski khalipan ko mitane k liye apne aap ko busy rakhti hai, issme bhi kahi priya kho gayi hai. Ram k family k saath bhi hasti hai to unki khushi k liye, meethi k saath shayad wo priya jaag jaati hai. Newton's third law failing here for every action of ram , there is no opposite reaction from priya. Apne feelings ko iss tarah apne dil mein band karke rakhdiya hai, maano khud bhi uska taala dhoondne se bhi darr lagne laga hai, ye sochke kahi fir wo gum na ho jaaye. I m loving it so much.
Ram ko kahi iss shaadin k bandhan ko, dil se samjhliya hai aur usse nibhsne ki sachhi chah bhi dikh Rhine hai the way he rejected the girl, the way he started feeling bad for priya not talking to him , not paying attention, its hurting him do much. Loved it so much.
I loved the phone convo so much how beautifully it is written, I salute.
One word very short answer from priya had made ram disappoint more, there is nothing wrong one is trying bind the relation another one thinks her ppresence shouldn't lead him any compromise or create problems also she do not want yo get attached n hurt.
Superb Bbb