'kitne ajeeb rishte hai yha'LAST UPDT part 30on121 - Page 91

Created

Last reply

Replies

929

Views

125.8k

Users

62

Likes

1.4k

Frequent Posters

leena04 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
part 4

ohh parda thoda toh hata aur Priya bhi bach gayi aur Ram babu bhi... toh Priya ne Ram babu ki izzzat k saath khilvad kiya hai jiski yeh saza mili usko... chlo koi baat nahi itna toh pata chala Ram babu itne bhi bure nahi aur Priya me bhi ab kuch feelings aane lagi hai Ram babu k liye... acchi baat hai chalo next pe move karte hain kya hota hai aage...
leena04 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
part 5

hay Ram yeh Ram ji toh bade hi ziddi hai kisiki mante hi nahi aab kare toh kya kare ... kaha jaye... kaise kare...par ab jab Priya ne than hi li hai toh pura toh karenge hi Priya hatene wali nahi ab maza aayega dekhna... waiting no...no...no... moving for next...
leena04 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
part 6
not not so gud yaar Veena Ram is so rude to Priya aisa bhi kya gussa hai yaar... pyaar na sahi kam se kam nafarat toh na kare kitni takleef hoti hai Priya ko thoda toh samjhna chahiye na Ram babu bhi bade woh hai kuch samjhte hi nahi. ... so sad let's move on next... ...
leena04 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
part 7

hay yaar yeh Ram babu ka gussa kabhi inhe aur humko bhi BP atteck... karva dega jane kab chodenge sochna Priya k bare main chae kitna bhi use se khudko dur hi nahi rakh pathe Ram babu... how cute aur yeh kya kaha end kar diya Ram babu ka bhi aur hamara bhi maine janti hun unhe file hi dikhi hogi akhir hain toh Golu hi par dekhte hai kya yeh jawab sahi hai bhi ya nahi...
leena04 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
part 8

OMG yaar yeh kya hai Ram babu ko phir gussa aa gaya aur Priya ko uss guess pe pyar hay mujhe toh bada maza aaya ... par 6 mahine baad sach much dhamaka hi ho gaya how could Ram say like that abt Priya's perents???? so sad with Ram's behaviour jane do but what happen to Priya i guess its comman for every girl who never can get anything against her perents then who ever will be in front... par Maa ko kya ho gaya hai zaror iske piche kuch toh hai let's see move on next update...
leena04 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
part 9

wowoowoww Ram babu toh cha hi gaye mera shak sahi nikla Ram babu ne un dono ko sabak toh shikhaya hi hai... ise kehte hain sone pe shuhaga maza aa gaya yaar par Priya ne bhi kya khub mafi mangi dekhk laga hi nahi Priya hai pyar insan ko kya se kya bana deta hai... par ab yeh dono phir jidd leke baith gaye hain aur ab kya hone wala hai jo Ram ko apni zidd chodne par majboor kar dega????... let's move on next...
leena04 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
part 10
hay mere Ram ji ka gussa kya kehna uska poor Priya badi kimat chukani padi apni zidd ki... par maza toh ab aayega jab Ram ji ko bhi chkani padegi woh bhi suad samet hahahahha lol... veena u r too gud yaar dil ko khus kar diya aapne... kyunki bada aache late hain aap aur Ram ji aisi situations me... ab dekhte hain aage hota hai kya???
leena04 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
part 11
hay Ram yeh hamare Ram ji ne kya kar diya he actaully kissed Priya chahe phir mouth warm dene k bahne se hi sahi... mar dala ji mar dala par aisa kaise ho sakta hhai Priya didn't remember her first ever kiss... kuch toh jol hai yaar... aur RaYa ka akhir khul ne hi ja raha hai... awesome moving on next update...
leena04 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
part 12
yaar yeh kya Kahni toh puri hui hi nahi aur nayi shuru ho gayi ab NeVi ki annversari bhi aa gayi... pata nahi RaYa kab manyenge with romance... yaar kya kahu main ab aapka romance bhi aap ki hi tarha hai socha tha kya aur kya ho gaya kaas RaYa kuch toh baat karte par nahi khair lagta hai Raaz khatam hone par hi khulega so waiting for it & moving on next...
leena04 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
part 13
omg yeh kya ho raha hai akhir Ram babu chahte kya hain... bade confusing lag rah hain yaar aur hamain bhi kar rahe hain... par ek baaat aachi hai they have started to fall for each otheraur kya baat hai Priya ne apne pyar ka izhaar kar hi diya... Ab aur kya Ram ne toh suna hi nahi aur ab bhi naraz hai Priya se aur woh bhi itna naraz ab kya hoga aage Ram karna kya chata hai let's move on next to find...

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".