ariya was so much in pain
aisa kya hua ki dono alag hue
their reunion is so heart touching
update next soon
thanks for pm
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 7th Sep 2025 - WKV
CALL FROM CELL 6.6
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 07 Sep 2025 EDT
NASEEB vs BADNASEEB 7. 6
Generation 5:A new chapter in Yrkkh
Baaghi 4 crashes on Saturday
Idiocy, thy name is Mihir Virani!
「 ✦ Font-tastic Voyage Graphic Contest ✦ 」
Filmfare Awards ?
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 8, 2025 Episode Discussion Thread
KASAUTI ZINDAGI KI
PART 11
Riya ko is tarah dekh arjun ki aankho se bhi aansu behne lagte he this time its not tears of pain this time ye khushi ke aansu he kyuki uski pari khush he
Arjun : pari pari stop kya kar rahi ho"while saying this he moved towards her"
He held her immediately becoz in her happiness wo bhul gayi ki lake ke kitne closs aa gayi she was going to fell but arjun ne use time par pakad liye
Riya half bend he n arjun ne uska ek haath pakada hua he
Both are gazing eachothers with so much love, longing but kuch hi pal me riya apni nazre chura leti he arjun se n sidhi khadi ho jati he
She remove her hand from his hold n starts to move from there
Arjun bas uske hare k move ho dekh raha he
Riya arjun se thoda dur jati he her back is towards arjun n says
Riya : tumne meri baat mani thi na rama did u did u get married tum.. tummne shaadii kar li rama"she stamer while saying this"
Arjun gulp his saliva closed his eyes n says
Arjun : tumhe kya lagta he pari
Isse riya ko apna jawab mil jata he she smile a sad one n says
Riya : kkesssii he tumharii bbii.. biiw... biwi rama kya naam he uska"with tears in her eyes"
Arjun : roshni
Riya smile at this n says
Riya : bohot khubsurat naam he wo bhi bohot pyari hogi na
She herself answer her question
Riya : hogi hi kyu nahi hogi tumhari pasand jo he"she said in her shaken voice with tears in her eyes"
Arjun ki aankho me bhi aasu he apni pari ko apni jaan ko is tarah dekh
Arjun : ha meri pasand sabse juda he, lakho me ek he"while saying this he move towards riya n moves her hairs to one side n give her a small kiss on her shoulder"
Uske is move se riya ki breath uneven ho jati he arjun again placed a kiss there
Riya immediately arjun se dur jati he n says
Riya : yaha apne case ke liye aaye hona jese hi khatam ho chale jao yaha se rama or fir kabhi mat aana yaha just go from here"she said this while looking at him with tears in her eyes"
Arjun : pari par m.."but riya intrupt him"
Riya : chale jao yaha se rama just go away"she shout"
Dono ek dusre ki taraf aankho me beshumar pyar or dard liye dekh rahe he
Both turns n starts to left in opposite directions
Dono apni hi dhun me ja rahe he besud ho ke
Riya apne ghar pahuchti he n immediately left towards her room puri raat wo roti rahi
Or arjun wo to puri raat idhar udhar ghumta raha dak ghar gaya hi nahi
Dono dard me he or sirf ek dusre ke bare me soch rahe he
Subah ho gayi but arjun abhi tak dak ghar nahi pahucha sab arjun ke liye pareshan he sab soch rahe he ki ek to wo pehle se hi bimar he n upar se raat bhar bahar kaha hoga,kesa hoga
Sab bahar ke kamre me hi bethe he wahi intezar karte hue so gaye
Tabhi arjun aata he sab ek dam se uth jate he
But ek look arjun ki taraf or sab tense ho jate he kal jo arjun dak ghar se nikala tha wo wahi purana arjun tha ruthless,arrogant but ye jo arjun unke samne he ye wahi arjun he jise pichle kuch dino se wo dekh rahe he pale,blank,thaka hua sa,hara hua sa
Rathore se raha nahi jata arjun ko is tarah dekh n moved towards him but
Arjun : me thik hu rathore me abhi fresh hoke aata hu hume school jana he"said emotionlessly"
Kisko kese react karna he samjh nahi aata baki sab bhi ready hone chale jate he
In arjun's room
Arjun window ke pas khada he n says
Arjun : meri pari bohot khubsurat ho gayi he wo choti si pari aaj itni badi ho gayi
Tabhi ek voice aati he
Voice : to tumhe kya lagta he me sari zindagi wo choti si bachi hi rehne wali thi tum bhi to bade ho gaye
Arjun turns n to his surprise aaj wo jisse baate kar raha he wo uski choti si pari nahi badi pari he jise usne kal raat dekha tha
Arjun smiles n says
Arjun : tum mere saath hona pari
Riya : me to har pal tumhare saath hu tumhare paas hut um or me ek hi to he rama hena pari or rama ek dusre se jude hue he tan se,mann se or saanso se bhi
Arjun just nod his head n takes her in his arms
{NOTE : guys kisiko koi confusion na ho isliye bata rahi hu arjun ko jo sapne aate the rama n pari ke wo uski old memories he n jab wo kisise baate karta tha wo choti pari se yani riya hi he its his imagination use koi bhi problem pareshani ya kisi chiz ka solution nahi milta to choti riya use rasta dikhati thi its his imagination ki wo uska haath pakadti he uke forehead pe kiss karti he I hope u r getting my point}
Kuch der baad wo ready ho kar bahar aata he sab freakfast karte he but arjun refuse fir sab school ki taraf nikalte he
Raste me wahi tea stoll aata he arjun went their n again order 2 tea's
Baki sabko to arjun ka ye behavior odd lagta he but koi kuch nahi kehta then they reach school
Arjun sari surrounding dekh raha he
Tabhi kisike rone ki aawaz aati he
Voice : mujhe bhi jana he rama ke paas mujhe bhi jana he"said while crying"
Other voice : use saza mili he riya
Pari rote hue : use saza kyu mili he usne kuch nahi kiya master ji agar rama ko saza mili to mujhe bhi milni chahiye
Master ji : usne apna homewark nahi kiya he riya or jab tumne apna kaam pura kiya he to me tumhe saza kese de sakta hu
Pari : nahi mujhe saza chahiye rama ko mili hena mujhe bhi chahiye"with this she run out of class"
Rama : pari tum yaha kyu aayi tumhe dhoop lag jaegi pari class me wapas jao abhi
He got the punishment to sit on his knees out of class in bright sunlight
But pari nahi sunti or wo bhi rama ki tarah waha dhoop me apne guthano par beth jati he
Pari : nahi me kahi nahi jaungi jaha rama waha pari"while saying this she wipe his sweat from his face with her tiny hands"
Voice : arjun arjun..."with this the person shake him"
Arjun ek dam se apni trance se bahar aata he n look at the source ki use apni pari ki memories se kisne jagaya
Dekhta he wow aha sakshi hoti he seeing her arjun ko bohot gussa aata he
He is glaring her very angrily isse sakshi dar jati he n immediately went from there
Arjun fir aas pas dekhne lagta he this is the same school jaha wo or uski pari saath me padhe he un memories se uske face par ek choti si smile aa jati he
Ethodi der baad sab apni apni classes me jate he teacher n students sab se baate karte he kuch sawal karte he
Fir padhate bhi he ese hi lunch time ho jata he
Sab ETF bhi lunch karne beth te he but arjun nahi he is just roaming n reliving this old memories ki tabhi
Voice : to tum log ho jo Udaipur se aaye ho
Ye aawaz sun kar sab us taraf dekhte he arjun is waqt waha nahi he
Rathore : ji hum hi he aap log kon he
Voice 2 : humse humara parichay puch raha he e hariya jara bata inhe hum kon he
Hariya : hum thakur saab ke aadmi he ye humare sarbar he bhima
Wo bohot buri tarah baat kar rahe he rathore ko to gussa aata he but he controls
Tabhi unlogo ka sardar in sabko ghur ghur kar dekhta he
Bhima : tum log to 7 log ho hume to malum pada tha 8 honge"he said suspiciously"
Rathore n team shocked ho jate he ab unhe kya kehna he kisiko samjh nahi aata
Rathore : dekhiye aap.."but bhima use bich me hi rok deta he"
Bhima : kon ho tum log or yaha kyu aae ho jaldi batao warna "angrily"
Tabhi in sab ki aawase sun kar arjun bhi waha aa jata he n see ki kuch log uski team se is tarah bat kar rahe he so he gets angry
Arjun : dekhiye aap tamiz se baat kariye"trying to control himself"
Hariya : be tu humare sardar ko tamij sikhaega
Rathore ko samjh aata he ki arjun gussa ho raha he n in anger he can do anything so he speak
Rathore : dekhiye ye ladkiya bhi he humare saath isliye aap thora dhyan rakhiye or kya baat he aram se kahiye hum yaha aap logo ke school ke bulawe par hi aae he
Bhima to his man : ek or bhi hona tha na in logo ke saath ka kehte he uko
Bherav : sardar u mujik mujik kehte he
Bhima : ha wahi ek mujik sikhane wala bhi hona tha tumme wo nahi he
Ab ETF ek dusre ko dekhne lagti he rathore bhi ab chup use kya jawab dena he use bhi samjh nahi aa raha
In logo ko chup dekh us bhima or uske sathiyo ko shaq hota he
Bhima : sidha sidha bol warna yahi gad dunga"he lift shree from his collar n ask"
Isse arjun ko gussa aata he he was going to punch him ki tabhi
Voice : ye he music teacher
Sab us taraf dekhte he wo waha riya khadi he or usne apna haath arjun par point kiya hua he
ETF me sab shocked he ye dekh kar ki ye anjan ladki kya bol rahi he n all are thinking ki baat ko kese sambhalna he
Becoz case ke liye unka yaha rehna zaruri he
Bhima : aacha to tu he mujik wala par pehle kahe nahi bola or tu to wo itihas ka master hena
Riya : ha wo history or music dono ke teacher he
Bhima : ye aapko kaise pata i log to kal hi aaye he or aap to kal aayi hi nahi school
Riya : inhone thodi der pehle bataya jab aap yaha nahi aae the"she said rudely" ab ho gaya ho aapko to aap log ja sakte he yaha se ye ek school he ye sab tamasha kahi or kijiye"angrily"
Bhima : itti bhi jaldi ka he pahile je paruf to kar de ki e mujik wala he "to arjun" oh bhai kuch gaa ke sunao
Riya to bhima ko ghur ke dekh rahi he n ETF ye sab shocked hoke ab unhe lagta he ki unka parda fash ki tabhi kisike violin bajane ki aawaz aati he
Sab us taraf dekhte he to arjun violin baja raha he ETF ye dekh ke shocked ho jati he fir arjun gana start karta he isse sab or shocked ho jate he including sam becoz use bhi pata nahi ki arjun itna acha gata he
Arjun : mujhe yuhi karke khwaabo se judaa
jane kaha chhupke baitha hai khuda
janu na main kab hua khudse gumshuda
kaise jiyu rooh bhi mujhse hai juda
kyu meri raahe, mujhse puche ghar kaha hai
kyu mujhse aake, dastak puche dar kaha hai
rahe aisi jinki manzil hi nahi
dhoondo mujhe ab main rehta hu wahi
dil hai kahi aur dhadkan hai kahi
saanse hai magar kyu zinda main nahi
ETF sad ho jate he ye song sun becoz they think ki arjun roshni ko yaad kar raha he but koi he waha jise samjh aa raha he ki wo kiske liye or kyu gaa raha he arjun apna grief apni feeling bata raha he riya se
ret bani haatho se yu beh gayi
taqdeer meri bikhri har jagah
kaise likhu phir se nayi daastan
gham ki syaahi dikhti hai kaha
aahe jo chuni hai meri thi razaa
rehta hu kyu phir khudse hi khafa
aise bhi hui thi mujhse kya khata
tune jo mujhe di jeene ki sazaa
Riya eyes feeled with tears but wo in logo ke samne ro bhi nahi pati so she moves little aways from there n wipe her tears she just want to hug her rama tightly n wants to take his all pain but wo esa nahi kar sakti
bande tere mathe pe hai jo khiche
bas chand laqeero jitna hai jahaan
aansu mere mujhko mita keh rahe
rabb ka hukum na mitta hai yaha
Arjun saying this for riya he is calling her rab not the upar wala for him riya is his god uska kaha pathar ki lakir for him
rahe aisi jinki manzil hi nahi
dhundho mujhe ab mai rehta hu wahi
dil hai kahi aur dhadkan hai kahi
saanse hai magar kyu zinda main nahi
kyu main jaagu aur woh sapne bo raha hai
kyu mera rab yu aankhe khole so raha hai, kyu main jagu
With this he stop waha ka pura atmosphere thick ho jata he its all becoz of arjun n his emotional song sab chup khade he riya sabse dur kone me apne aansu pochti hui ETF arjun ko sad dekh kar sad he
Bhima : ka baat he bhaiya ka gaye to tum maja hi aa gaya ek dam mast"while saying this he hugs arjun"
Arjun ki nazare to usi direction me he jaha uski jaan uski zindagi uski pari khadi he
This is it for now guys plzzz do tell me howz it m waiting for ur reviews no proof reading guys so plzz ignore my mistakes😳😳
love u all
ramya😊
Hey guys I'm here with the prologue of my Ariya story, though the title hasn't been yet decided but i hope you will enjoy it. Prologue :Life is
Let's join in the journey of Acp Arjun Suryakant Rawte and Riya with her son Abhimanyu.
What will happen when Arjun and Riya works with cid team.
Prologue The night was heavy. As if the air itself carried the weight of unspoken truths and unfinished emotions. A storm was brewing—not...
hey guys! Sabse pehli baat toh ye ki writing crossover stories is difficult man. Is baar kar diya, dobara nahi hoga. So before we begin, I know...
722