When Annu says, " arre tum hi to sab kuch ho...pr kya hai na main bhi dil k hatho majbur hu" I say, "uska ek hi upay he.. bhaisa ko ghar le jaiye aur uske baad.. aap khud hi samjhdaar he!"😉
when neha say, "uska ek hi upay he.. bhaisa ko ghar le jaiye aur uske baad.. aap khud hi samjhdaar he!"😉 I reply main to samjhdar hu...pr tumhara bhai...😳 uski koi guarantee nhi hai...ghr pr bhi kam lekar baith gya to
Looks like you are new here. Register for free, learn and
contribute.
When Annu says, " main to samjhdar hu...pr tumhara bhai...😳 uski koi guarantee nhi hai...ghr pr bhi kam lekar baith gya to " I say, "Kya bhabhi sa.. ab ye bhi main hi batau ki aapko kya karna chahiye?? ab time waste mat kijiye aur ghar jaiye"😉😆
when neha say, "Kya bhabhi sa.. ab ye bhi main hi batau ki aapko kya karna chahiye?? ab time waste mat kijiye aur ghar jaiye"😉😆 I says to sam : ab to behan ki permission bhi mil gyi...ab chale...
When Aisha says, "ab to wahi hoga jo main chahugi..." I say, "ab meri bhabhi-sa aa gayi he na.. to unhi ki marzi chalegi.. She's the high-command you know!"😆
When neha say, "ab meri bhabhi-sa aa gayi he na.. to unhi ki marzi chalegi.. She's the high-command you know!"😆 Aisha reply : wo sameer ki aur tumhari high command hai...meri nhi...kuch to kand krna padega mujhe