PART-9BRiya: dijaan yeh aap mujhe apne room main kyun leke aayi hain?But dijaan didn't give reply to riya and she goes to almira and take out one packet and she sees this lovingly and then goes to riya and she handover the packet to her and riya takes it and she sees this and gets confused and looked to dijaan and saysRiya: dijaan yeh kya hain?***********************************************************************Riya: dijaan yeh kya hain?Dijaan: aap yeh packet khood hi kholke dekh lijiye.Riya shrugged her shoulder and nodded her head positively and she started opening that packet and packet was opened and she take out that thing and gets shocked and numb seeing this and she looked at dijaan and dijaan looked at her smiling face and tears were welled up in her eyes as she know what was riya thinking. So she whipped her eyes and says softlyDijaan: riyaa..Riya: di...dijaan y...yehAnd tears were rolling down from her eyes and she couldn't spoke more and hugged dijaan very tightly and dijaan also hugged her back and caressing her had lovingly and after sometimes when riya crying turned into little sob she lift her head and whipped her tears and saysDijaan: yeh tere liye tere dadujaan ne liya hain.Riya: dadujaan? Dijaan: haan yeh unhone liya hain yaad hain tujhe aaj se 4yrs pehle tu or safina mere or tere dadujaan ke saath durga maa ke mele gayi thi.FLASHBACK----(I know guys you are thinking ki isne to flashback main bhi flashback dal diya and you guys are angry on me for this and i am really sorry for this and abh please isse jhelo and yaa one more thing safina is dijaan daughter and dadujaan is dijaan husband.Hopefully your doubts got cleared so here is the flashback start)[Riya is 18yrs old and safina is 20yrs old...Riya runningly comes to her orphanage and she sees that her dadujaan is sitting on dinning table and reading newspaper. Seeing him engrossed in newspaper suddenly one idea propped in her mind.She smiles naughtily and she slowly slowly goes towards her dadujaan without noise and when she reached she immediately closed his eyes with her hands and smiles lightly and feeling riya hand on his eyes he smiles brightly and understand that she was riya but he want to plays along with her so he saysDadujaan: ahummm... yeh kaun hain? Kaun hain? Zara hum chuke to dekhe and he touch riya hand and riya smiles at this that her dadujaan didn't recognizing her.Dadujaan: are baba kaun hain yeh ? Mujhe to samajh main hi nahi aa rahaHe says in defeated voice and riya started laughing loudly and saysRiya: hahaha... dadujaan haahaa... aap aap mujhe pehchaan hi nahi paye hahaha... aap haar gaye dadujaan yeh aap haar gaye...She was smiling and jumping here and there and dadujaan seeing this and smiles brightly whereas hearing riya laughing both dijaan and safina comes there and sees that riya is jumping and smiling they also laugh and safina goes towards her and asked[Safina: kya hua riya tum itni kush ho rahi ho aakhir baat kya hain?Saying this she raised her eyebrows and riya looked towards her and gives her dimple smile and saysRiya: dida aaj main bahut kush hoon aaj maine dadujaan ko finally hara hi diya. Yayyy...Safina: abba hoozor ko hara diya? Vo kaise or kisme?Riya: dida maine aaj subah dadujaan se shart lagayi thi ki aaj jab main ghar main ghusungi na woh aur unki aakhin pe apna haat rakhungi to woh nahi pehchaan payenge ki main ghar wapas aa gayi aur unke piche main khadi hoon...yay... yipee main jeet yohoo...Saying this she dragged safina and started playing kikli with het and her dijaan and dadujaan sees this and dadujaan saysDadujaan: kitni kush lag rahi hain na hamari riya?Dijaan: haan bahut khush lag rahi hain hamari riya aur dekhiye to sahi kaise apni famous dimple smile de rahi hain aur yeh sab aapki vajah se hua hain. Aap hi hain uski khushi ka karan. Kya main nahi jaanti ki riya jaise apna ek kadam ghar pe rakhti hain aap vaise hi jaan jaate hain ki riya aa gayi hain kyunki aapki saasein usse jo judi hui hain.Dadujaan: woh to hain. Jab riya paida hui thi yaad hain kitna khush hue the hum dono. Riya ki maa Naina aapki sabse acchi saheli thi. Woh aur Anurag(riya's father) hamare iss orphan age main aate the aur har mahine one lack donation dete the.(Riya ke mom dad dijaan aur dadujaan ke bahut acche dost the. They studied in same college. After college riya's father Anurag joined his father business where as riya's mom, dijaan and dadujaan were became social workers. They run same NGO. And riya fathet helped them in financial condition. When riya mom is nine month pregnent both riya father come to this orphanage as after riya parents marriage riya parents shift in kolkata. When suddenly both met with an accident. On the spot riya father died and riya mom is critical but rshe gave birth to riya but she died but before she died she handed riya to dijaan and dadujaan . And when dadujan hold riya riya give him smile unknowingly and dadujaan smile at this and he becomes more happy and that is unknow bond become between dadujaan and riya. i hope you liked it)Dadujaan ContinuesDadujaan: jaanti ho sanam(dijaan name) jab us din maine pehli baar riya ko apni god main liya aur usne mujhe apni pyaari dimple smile di to meri khushi ka theekana hi nahi raha. Aisa laga mujhe firse meri zindagi mil gaye.Dijaan: jaanti hoon riya aapko apna dost apna sabh kuch maanti hain aur usne apna pehla word dadujaan hi sikha aur aap itna khush hue the ki poore aashram saath main aas pados main ek-ek kilo desi ghee ki mithayi baati thi. Aap uski ek smile paane ke liye kuch bhi kar sakte hain.Dadujaan: haan uski ek smile ke liye kuch bhi. Isliye to aaj uske ehsaas ko na samajhne ka naatak kiya jisse woh aaj jeet jaye aur khush rahe. Jaanta hoon kal woh Anurag aur Naina ko yaad karke kitna ro rahi thi. Isliye uski chehre pe khushi laane ke liye aisa kiya.Dijaan: aur dekhiye aapki koshish kitni rang layi hain. Hamari riya pehle ki tarah has khel rahi hainDadujaan: humm...And a smile plastered on his face. And then he looked towaeds dijaan and saysDadujaan: thanks sanam mujhe itni acchi beti dene ke liye. Allah kare hamari betiyan bus kush rahe aur unki khushiyon ko kissi ki nazar na rakhe.Saying this he hold dijaan hand and clutched her hand on his hand tightly and dijaan saysDijaan: aap chinta mat kijiye hamari bacchiyan hamesha khush rahengiSaying this she assured him through her eyes and before they ever talk both safina and riya hugged both dijaan and dadujan and says in unionBoth: we both love you dijaan and dadujaan...Both dadujaan and dijaan says togethetBoth: and we too love our beautiful daughters very much..After sometimes all parted from hug and dijaan saysDijaan: chalo baccho abh jaldi se tayar ho jayo.Safina: kyun dijaan?Dadujaan: bhool gaye kya? Are navratre chal rahe hain. Durga festival. To hum sabh aur ashram ke sarein bacche aur bade log aaj durga festival mela dekhne jaa rahe hain.Riya: yipee hum durga festival mela dekhne jaa rahe hain.. Yayy...Saying this both safina and riya hugged dijaan and dadujaan and then both ran to there room for dressing herself.After sometimes both comes out and goes to garden where all are waiting for them and then all goes to mela.(ok guys main mele ka zayada part nahi dikhayun as main seedha dress wala part dikhayungi. ok)All are enjoying mela where both safina and riya were roaming on stalls when there eyes caught something.Both riya and safina seeing this without blinkingbher eyes and safina saysSafina: wow riya yeh kitna sunder hain na?Riya who was lost in that beaity she only uttered softlyRiya: humm...[
Safina looked towards her and shaked her and saysSafina: kya hua riya? Tu aise kyun baat kar rahi hain? Teri tabayat to theek to hain na?Riya: dida... dida kya karoon main? Iski khoobsoorti dekhke to main isme kho hi gayi. Kitna pyaara hain yeh dida. I am so loving it. Its so beautiful.Safina smiles at her innocence and she agreed with her and saysSafina: woh to hain riya yeh dono anarkali dress bahut hi pyaar i hain.Riya: chalo dida uss store main jake aapki bkue wali anarkali and main apni white wali anarkali ka rate puchte hain.Safina: haan fir un dono ka rates puchke hum dono dadujaan and dijaan ko batayenge aur fir kharedenge. Theek hain.Riya nodded her head excitingly and both goes towarda there stall when riya asked excitedinglyRiya: bhaijii woh blue wali anarkali kitne ki hain jo side main tang rahi hain?Shopkeeper sees that dress and saysShopkeeper: madamji 5000 ki hain.Hearing this both gets shocked and immediately looked each other then safina comes close to riya and whisperSafina: riyu yeh to bahut hi mehnga hain.Riya: haan dida chalo yahan se chalte hain. Yeh to bahut zayada hi mehnga de raha hain.Safina: are rook to riya abhi tere wale anarkali ka to rate puchle.Riya: nahi dia agar aapka itna mehnga hain to pata nahi mera wala kitna mehnga hoga? Isliye chaliye yahan se mujhe nahi lena please.Safina: aur agar tera wala sasta hua to? Ek baar rate to puchle.Riya: magar dida.Safina: magar vagar kuch nahi hain. Chal rate puchte hain.Before riya could say more safina asked shopkeeper about white anarkali rate and shopkeeper says the rate is same. This white anarkali's cost also 5000 and hearing this both safina and riya face fell and both goes from there but they don't know four pair of eyes were watching them and its non another than dadujaa and dadijaan.Yes both dadujaan and dijaan comes there and were roaming here and there when they see both riya and safina were standing in one stall so both goes there and hear everything. So both dadujaan and dijaan looks towards each other and nodded there head.FLASHBACK ENDS OF DIJAAN AND RIYA ABOUT DADUJAAN---Dijaan: us din main aur tumhare dadujaan ne sari baatein sunli thi aur unhone tabhi ke tabhi tum dono ki favourite dresses khareed li thi.Hearing this riya gets shockef. Her eyes gets widened but she composed herself and asked dijaanRiya: dijaan agar dadujaan ne ussi samay dida aur mere liye woh hi dresses kharid li thi to unhone tabhi kyun nahi di?Dijaan smiles at her qiestion and saysDijaan: kyunki tumhare dadujaan chahate the ki jab tum dono ki shaadi ho to woh tum dono ko tumhare manpasand anarkali dress deke apna aashirwaad de aur isse deke timhe yeh samjha sake ki chahe tumhari zindagi main kitni bhi musibat aaye ya fir tum humse kitna bhi dur ho kayo magar hum yum dono ke saath tumhari chaya banke hamesha saath rahenge.Hearing this tears roll down on riya eyes and dijaan saysDijaan: safina ki shaadi ke time tumhare dadujaan ne usse uski favourite dress usse de di but tumhare samay mainShe was saying this and her voice got chocked and tears were rolling down on dijaan eyes and here riya's eyes also become wet. After sometimes dijaan composed herself and saysDijaan: tumhare samay main tumhare dadujaan iss duniya main nahi rahe. Woh alla ke pass chale gaye but aaj unke jagah main tumhe yeh de rahi hoon. Isse sirf tum ek gift mat samajhna. Yeh tumhare dadujaan ka aashirwad hain tumhare liye. Tum apni naye zindagi main shuruwat kar rahi ho na uske liye.Hearing this riya looked that dress and she started carsing this dress lovingly and soon she kissed that dress and runs to dijaan and immediately hugged dijaan and dijaan also hugged her back and tears were rolling down from both of there eyesFLASHBACK ENDS----(finally flashback was over now come to present)PRESENT---Riya comes out from flashback and she whipped her tears as tears cform fron her eyes when she sees that dress and she lost in flashback. She was carsing this dress lovingly and says to herselfRiya: thank you dijaan for giving this dress. Aaj mujhe issi dress ki sabse zayada zaroorat this because aaj main apni zindagi ki ek naye shuruwat karne wali hoon. Aaj main uss shaadi ko apnane ki koshish kar rahi jo aise shaadi jisme pata hi nahi tha shaadi tak mera dhoola kaun hain. Maanti hoon meri aur arjun sir ki shaadi kin haalaton main hui hain magar jo bhi hain hum abh pati patni hain aur aaj hi ke din main sabke saamne as Mrs. Riya Arjun Rawte banne jaa rahi hoon. Aaj main iss naam ko apni zindagi main shamil karne ke liye apna pehla kadam utha rahi hoon air aaj iski shruwat issi dress ko pehnke karoongi jisme aap dono ka aashirwad hain.Saying this she kissed that dress and goes to washroom for wearing this dress and after sometimes she comes out from bathroom and goes to mirror for combing her hair abd after sometimes she gets ready she comes out from her room and goes to find arjun when she sees arjun she calls him[/CENTER]
Riya: arjun sirHearing riya voice arjun turned towards riya and gets shocked seeing hetFEW MINUTES BEFORE----[/COLOR][B]Arjun was in bathroom and was freshing himself. After sometimes he comes out froom bathroom only wrapped in towel(hayee shaa aka arjun only in towel. Imagning him i got faintedhehehe...)and goes to his wardrobe for selecting his dress but got confused and talked to himself[CENTER][CENTER]Arjun: are yaar kya pehnu main kuch samajh hi nahi aa raha. Formals pehen nahi sakta kyunki main office main to hoon nahi aur fir yeh to meri shaadi ka dinner hain. Fir kya karoon main kuch ssmajh hi nahi aa raha. Dam!!!
He gots frustated and banged his hand on wardrobe when suddely his eyes caught coffee color blazer and he looked at this and smiles and thinks to wear that dress goes to washroom for changing and after sometimes he comes out from there and goes to the mirror and sees himselfHERE IS ARJUN DRESSArjun: wah arjun wah kitne handsome lag rahe ho tum iss dress main. Its awesome... Tumhari personality kya lag rahi hain. Too good...Saying this he smiled to himself but suddenly a frown appeared on his face and saysArjun: main to acchi tarah tayar ho gaya but what about riya? Kya pehne ghi woh aaj? kya karoon main? Agar usne formal wear yaa fir koi saadi dress pehne to kya hoga? Chalo agar khali ETF hoti to fir bhi theek hota because they know hamari shaadi kin haalaton main hui hain magar yahan to commissioner sir aur unke saath unki wife bhi aa rahi hain aur main unhe hamare shaadi ka drama pata chalne nahi de sakta. Uff kya karoon main? Yahan sochne se to accha hain riya ke pass jake usse baat karoon. Haan yehi theek hain.Saying this he comes out of his room and was going to close his room when he hears riya voice and he turned towards that direction.PRESENT----Arjun turned towards riya and looked her and gets shocked seeing her and her dressHERE IS RIYA DRESS----Arjun looking her from top to bottom. He sees riya's partition filled with vermilon and he sees riya wear a black beeds thread t.i. mangalsutra in her neck which symbolize she was his only sees. He sees her body covered white anarkali suit then he sees riya handsHERE IS RIYA BANGLES PIC----Then arjun sees riya wears white color sandles. He was staring riya shamlessly. On the other hand riys seeing arjun gaze continuously on her she felt nervous and she looked at her dress and thinks kya main theek lag rahi hoon na? She goes to arjun and askedRiya: arjun sirrr.. Kya hua aap mujhe aise kyun dekh rahe hain? Main theek to lag rahi hoon na? She asked him and looked towards him only to find arjun again staring her and arjun hears riya question and saysArjun says in low voiceArjun: beautifil!!!Riya coudnt hear what arjun says because of bell ring sound so riya goes from there and on the other hand arjun come out of his thought and gets shocked seeing his behaviour and talked to himselfArjun: yeh kya ho gaya tha mujhe? Kyun main aisa behave karne laga tha kuch der pehle? Main.. Main riya ko.. Main riya ko aise kaise dekh sakta hoon? Aise gandhi nazar se? But main karta bhi kya woh kitni khoobsurat lag rahi thi. Uff god yeh kya ho gaya hain mujhe? Kyun main aise soch raha hoon?Suddenly he heared sam voice. He was happy and goes there too meet sam(Yes sam comes first in ariya house. Are bhai aur kaun ho sakta hain ariya ki love story main kabab ki haddi abhi to aur kabab main haddi banenge sam babu)Arjun comes there and hugged him. Then choree, ayesha and liza come together and last commissioner sir and his wife came.TBC...PRECAP----Two Months Leap
15