Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 6th Sep 2025 - WKV
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 06 Sep 2025 EDT
CALL FROM CELL 6.6
Happy Ending Kumkum Bhagya
Priyanka actually deserved more from BW. Robbed twice!
23 years of Dil Hai Tumhaara
Generation 5:A new chapter in Yrkkh
Are they planning to end YRKKH with this generation?
Saiyaara: a movie which will forever remind me of love
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 07 Sep 2025 EDT
Baaghi 4 crashes on Saturday
💕💜Somewhere Over the Rainbow #43 With Prats in our hearts 💜💕
Look Out Circular For Shilpa Shetty Raj Kundra
NASEEB vs BADNASEEB 7. 6
part 11
Riya ko kuch samjhme nahi aayi.
Riya "ye kis ka jawab hai??'case deal?? Mujhe per concentration??...kuch
pal baad samjhme aaker
Samjhme an eke bad ...uski muh poora OO shape me khuagayi ankhein wide
hogaye hai.
Jis rasthe per arjun ka gadi gayi ustraf dekhker stun hoker khade hogayi hai.
Riya aise hi khadi rahgayi hai.
Ithane me uski cell beeps Message
Riya trance me hi usko open ki
" kithana der asie khade hojavoge ? ander ja "
Riya confuse hoker phir padi
Sender ki name dekhi ...ARJUN SIR!!!!!!
Riya charo wor dekhi thabhi Arjun jaha turn kiya waha ARjun ke vehicle
Riverse aarahi hai
Riya dekhi
Gadi ruki
Arjun mudke dekha uske ankhome naughty ness ...
Riya ek dum turn hoker anderchaligyai kyoonki uski cheeks ki colour Arjun
ko na dikhane ke liye .
Arjun smile karke gadi start karke chalagaya.
Riya ander jaker seeda bed room jaker apne apko throw ki...
Uske chehare poori laal rang me badal gayi wo apne muh ko apne hatho me
chupali.
Arjun ki bath
NAHI, my case nahi deal karoonga...mera poora concentration
tum per hi rakhker...tume hi deal karoonga.Don't worry
Uske kanome baar baar bajhrahe hai.
Usko us blush ko kaise rokna samjhme nahi aarahi hai.
Rath bhar usko neend nahi ayi.
Uske us bathoke meaning
Mv kya kaha Arjun sir ne ??case nahi deal karega mujhe deal karega ?
Mathalab
Aur kya kaha mujhme concentrate karega mathalab wo imagine karahi hai
ki Arjun usko kiss kiya aur...
W blush horahi hai tan jal rahi hai.
MV Arjun sir aapne do lines se poori rath...badal diya meri...kiase soch
aarahe hai.?? Kiase sahoon??"
Aise hi suki rath gujargayi hai.
Next morning
CID
Riya late aagyia ( kkyoonahi rath bhar neend nahi tho ...lete utti aur late
aayi)
Arjun Riya ko dekha
DAYA Aur sachin "hello priya good morning
Riya good morning " with cute smile.
Sachin " Priya ji kya hua apki chehara asie kyon hai??"
Arjun bhi Riya ki taraf muda ..
Uski ankh laal me hai.
Uski chehare se saaf saafpathachalrahi hai ki wo rath bhar nahi soyi thi.
Arjun ke lightly smile kiya ...kya hua hoga usko pathachalgayi , kyoonki rath
bhar uska bhi wahi haal hai.
RATH
Arjun lodge pahuncha.
Wo bahuth surprise horaha hai.
Kyoonki wo bhi nahi socha Riya k asie jawab dega.
Wo jab Riya uske bare me Office me doubt expres ki wo shock hogaya.
Ek doubt
Kal ye bed room me ...romance karthe hue bhi duty karega oh
God
Us doubt se usko bahuth hassi aaya.
Kithana innocent dout hai wo...pagal hai kya ithane koobsoorath ladki ko
paake koyi ..time waste karega ??
Wo asie kiase sochi ki myne usse jyada case pe concentrate karoonga ..
Wo isliye sochi hogi baar me criminal ko pakadna .
Lekin kisko bhi nahi patha hai kya hua.
FB
Arjun bhi Riya me khogaya hai.
Arjun mv kithane koobsoorath hai ye ladki.
Koobsoorathi iski achhayi se aur badegi...iski pyaar se aur badrahi hai.
Koyi aise pyaar kartha hai koyi.
Har ek apna pyaar pane k liye kuch bhi karthe hai.
Lekin ye ladki apne pyaar ko gham se bahar lane ke liye ...DUNIYA ke samne
MARAGAYI??
Koun karsakthe hai ithana pyaar , duniya kahti hai my rosh se jyada pyara
kartha hoon ...NAHI iski pyaar ke aage mera pyaar kuch bhi nahi hai.
Agar my CID me nahi aaya tho mujhe kabhi nahi pathachalegi ki ye jinda
hai aur ye mere samne bhi nahi ayegi kyoonki iski najar me my isko pyaar
nahi karoonga...agar ye patahchala tho ye mujhe pyaar karrahi hai my ise
nafrtah karoonga ye dhar se wo nahi aayegi.
Lekin U know Riya ..my bhi tumse pyaar karraha hoon...aur my apne apko
bahuth lucky samjhraha hoon tumhare pyaar pake.
Mye abhi tak kisi bhi bhagawan ko nahi mana Riya lekin manraha hoon ab
ROSH tume sach kaha
Mybhi bahgawan ko manne laga hoon kyoon mujhe jaise admi ko tum jaise
ladki ko diya aur usko na manne per bhi asie ladki ko phir mere liye bejha
aise ladki ko pana har ek naseeb me nahi hoga.
scroll down😃
Aise ladki ko diya mujhe phir jeene ke liye
Ab ye meri sanso chalne ka reason hai...
Meri jindagi ki patha hai.
AB RIya .
Riya ki pyaar.
Bhagawan apko lak lak shukar hai please aap...ab Riya ki khayal rakhna
Riya ko dekheker usko bahuth pyaar aaya.
Wo ek trance me hai , surroundings ko bhool gaya hai.
Isliye Arjun Riya ke ooper bend hoker kiss karne wala hai ..
Thabhi uska nazar peeche hue admi per pada wo hosh me agaya..
FB Ends
Aur tum sochrahi thi ki myne duty hi nibharaha tha ..
Nahi Riya su pal bhi myne tumhari khoobsorath me doob gaya.
Aur jindagi me pahale baar tumhare uthan najdeek hoker kisi aur duniya me
chalgaya myne .
Aur tumhari doubt jab uthane sare log ke samne, poora staff ke samne ...aur
uthana important case e beech sirf dance karthe hue hi myne apne apko
khogaya tho..
Bed room me , privacy ke time me ...no pressures hai tho mere haal kya hoga
...tum sochbhi nahi sakthi ho Riya kyoonki my bhi nahi jantha hoon.
Arjun bhi rath bhar nahi soya ..jindagi ki us meeta pal ko baar baar yaad
kartha rahgaya.
DAYA ki Q se ARjun bahara aaya.
Daya "ha priya kya hua ?? health teek haina??"
Riya poori koshish karrhai hai ki blush ko rokna ke liye.
MV ab my ETF me hothi tho kithana achha hua hoga ...waha
chupane ke jaroorath hi nahi hothi kyoon ki mere do dosthoko
sab patha hai.
Arjun Riya ki halath smajhker..."Priya kya my kal ek aurath ke bare me Info
niklane ke liye kaha wo nikali ??"
Riya confused" SIR???"
Arjun "wahi jo wo aurath ...mujhe shak hua usper wo pummy vinod ke bare
me??"
Riya MV kya my wo kal hi nikalker di thi na wo ab phir kyoon
poochraha hai???"
Riya "ha sir wo myne aapke table pe rakhi thi Kal..."
ARjun "oh Ok ..kya kal ?? kal rath bhar doondna pada?? Tho ...issme koyi
sympathy gain karne ki jaroorth nahi hai.hamare duty hi aise hothi hai "
Bolke chalgaya.
Riya 😲
Daya "tho chahara isliye utatrgayi ki rath bhar doondne se"
Abhijeeth "waise ye rathome bhi logoko sone nahi detha ??"
Sachin "ha "
Fredy " hm isme bhi pradyuman sir se ek kadam aage hi hai."
Ahijeeth "ha bilkul teek kaha ...wo tho kamse kam ek do ghsnte sone dethe
hai...ye tho poore rath jsgaya"
Riya mV ha poora rath jagne ki reason yahi hai lekin tareeka
kuch aur hai..."
Uske aathe hue blush ko chupane ke liye...apne place me jaker biti.
Pradyuman "yeha kounsa joke...blast hue...ithane hass rahe hai??"
Sab chup hoker apen apne places me chalegaye hai.
Pradyauman " dekhiye mujhe commissioner se phone aaya..city me kayi
ladkiyon gaayab hai aur kahi nahi dikahrahe hai aur koyi bhi paise nahi
mangrahe hai.aur koun hai pathanahi ...ye log ladkiyon ko bejhen ke liye ye
sab karahe hai ikse peche koun hai ye janane ka case hai...wo koun hai...
"PUNMMY VINOD"
Sab muda
ARJUn with u his cutting chai.
Poora CID shocked.
Ye arjun unlogoka samjhme nahi aatha hai kabhi bhi.
CID me koyi abhi tak chai coffee nahi peetha hai.
Sabko ek strict principal ki tarah Pradyuamn rakha aaj tak.
Aur ye admi...har pal hath me CHAI!!!!!
Aur koyi bhi case chalraha hai tho...usko ab tak yehi patha ahi BUS sunna
...ye tho...SUNNE KA ADATH HI NAHI hai
Aur abhi tak CID me hare ke body language me ek obedient nature saaf saaf
diakayi detha hai.
Lekin ye admi khade hone me hi reckless hai...
Case deal karne me reckless hai.
Jawab dena waqth bhi SIR word ...din me ek baar use kartha hoga bus.
Aur ab tak har ek idea ko ACpp sir ko baths kr ...uske permission
leker...karrathe hai.
Ye karne ke baad kahtha hai.
Warna ab pradyuman jis case ke bare me bath karraha hai...wo ...ye pehale
se kahana
Aur sabki Shocking bath ye hai.
In sab alag nature se pardyaumna IMPRESS HONA!!!!!!! STRANGE!!!!!
Pradyuman " ARjun...tujhe kaise pata ye naam??"
Arjun cahi ko sip karke "wo myne two days back paper me news pada ...ek
journalist me is case per..investigate kiya...wo ek coloumn likha ki city aur in
state kithane kidnappings hue aur is ..me abhi tak kisko nahi
pakdpaya...kyoon aise..."
Daya" ha myne bhi pada tho??"
Arjun "tho myne socha ki kyoon abhi tak pakad paya kya hai is case hum
hame nahi diya is reason se ithana b ada criminal ko aksie chodsakthe hai?
Isliye myne priya ko kaha ki doondne ke liye is aurath ke baare me "
Fredy "lekin ye aurath per shak kyoon hua??"
Arjun"myne sare reports ko check kiya har ek me ...ek maid bi family
members me hai.
Myne us families ko contact karne ke liye priya se kaha tho , sab se eki
answer baad me eki reason kaheker wo kaam chodi ki wo us ladki ko miss
karrahi hai isliye waha kaam nahi karsakthi ye reason kahaker ..family ka
sympathy ko bhi sath leker chaligayi hai.
So mujeh doubt aaker criminal records check kia tho patcha chali wo
PUMMY VINOD hai alag alag naam aur cheahro se macke up change karke
maid banker jaarahi hai. Police ko doubt na ane ke leye har ek kidnapping
ke baad kamse kam 3,4 maheen wahi kaam karrahi hai ru ..bade pyaar
dikhaker jaarahi hai.
So myne ...Priya ko us pummy ke info nikalne ke liye kaha aur ...Wo
karchuki hai.
Sab apne muh kholker dekhe.
Pradyuman ...MV perfect COP...duty dene ke bad nahi , usko shak hua tho
hi case lena...crime ko rokna , criminal ko pakadna ...iske liye kisika order ka
jaroorath nahi , kiska permission ka jaroorath nahi BUS eki
maksath...Criminal ko pakadna...bus
Aise admi se imperess na hona KIASA???
kaisi hai?
next part
http://www.india-forums.com/forum_posts.asp?TID=4048681&TPN=81">http://www.india-forums.com/forum_posts.asp?TID=4048681&TPN=81
Hey there guys! I'm looking for a story with Ariya. I'm not sure if it was a SS or FF. It goes something like this. Riya took Xora and was...
Hey guys I'm here with the prologue of my Ariya story, though the title hasn't been yet decided but i hope you will enjoy it. Prologue :Life is
hey guys! Sabse pehli baat toh ye ki writing crossover stories is difficult man. Is baar kar diya, dobara nahi hoga. So before we begin, I know...
Case of the Heart The usual crispness of the ETF office was tainted that morning by a peculiar scent — no, not coffee. Tension. Unspoken, oddly...
Part 1 The ETF office had always been a place of tension, urgency, and adrenaline, but today, an unusual silence loomed over the space. The...
161