Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 3rd Oct 2025
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 4th Oct 2025 - WKV
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 4, 2025 Episode Discussion Thread
SAB KUCH HOGAYA 4.10
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 5, 2025 Episode Discussion Thread
Ranbir and Deepika in the airport shuttle.
GALATI HOGAYI 5.10
Slap!! Once again?!
Twinkle taking dig at Alia?
Veteran Actress Sandhya Shantaram Passes Away
Janhvi -Tiger in Lag Jaa Gale
What a joke this is!
Next morning Riya ko discharge kiya hai.
Rathore usko seeda apna ghar lechala hai .
Arjun bhi sath hai.
Ghar jaane ke baad Rathore " ye mera ghar hai yeha tum rahne ke liye
permission lechuka hoon ...apna hi gahr hi samjho "
Riya apna sar hilathi hai aage ek shabd bhi nahi kahthi hai.
Rathore usko room dikhatha hai Arjun ek bag leker aatha hai.
Riya confuse hoke dekhthi hai.
Arjun "teri kapade teri g har se laya hoon "
Bus ye kahke chaljatha hai bahar...
Riya tab bhi kuch nahi kahthi hai wo us room me litker ankhein band
karke soch me padthi hai.
Rathore ye dekha "Arjun..."
ARjun "ha "
Rathore "tum chahe tho yeha rahsakthe ho of course koyi compel nahi "
Arjun "rahraha hoon "
Rathore" hmm "
Arjun rathore se "My chai banake latha hoon hamare liye "
Rathore " hmm uske liye ??"
ARjun "laya hoon fruits juice banatha hoon doc ne coffee teas mana kiya
ofcourse mam ko coffee hi pasand hai "
Rathore smiled .
Arjun jaakeer dono ke liye chai aur Riya ke liye juice banake latha hai.
Apna chai aur juice laker Riya ke paas jaker uske aage rakhtha hai.
Riya dekhekr muh banathi hai.lekin usko patha hai ab si situation me
Arjun nahi manayega isliye chup chap leker peethi ha I aur glass waha
rakhthi hai.
Bahar aaker "Rathore hum dono office chaltho ?/yeha ??'
Rathore "isliye bat um javo lunch me aavo tab my javoonga kisna kiska
yeha rahne ka jaroorath hai.
Arjun "hmm "
Rathore office jatha hai.
Arjun Riya ek liye break fast banane me hai.
Riya bahar aathi hai ghar me koyi nahi hai.
Ye dekhker couch me bitker "Kaha gaye hai ye log kamse kam mujhe
batahya bhi nahi ??aisa akela chodna haitho yeha lane ka jaroorath kya
hai?? Dekha beta tera paapa bhi mujhe bina kahe chalegaye hai.aisa koyi
kartha hai"
ARjun :" nahi kartha hai isliye gaya bhi nahi beta my yaha hi hoon "
Riya dekhthi hai ARjun break fast laker uske aage rakhekr "beta tu khake
bahuth strong banana hai iskliye tere maa se kaho khane ke liye aur
medicines bhi lene ke liye."
Riya hurt hothi hai wo directly baath nahi karah hai.
Lekin ab wo kuch bhi kahne ka time nahi hai kyoonki wo sune ka mood me
nahi hai agar haitho wo kab ka suntha tha.
Chupchap khaker room me jaker medicines lethi hai .usko neend aajth hai.
Arjun ander aaker ek baar Riya ko check karke aur kamare ke aas paas bhi
chek karke waha hue chair me bitha hai.
Aur FB me khojtha hai.
Us din Riya chalejaane ke baad Arjun Usko bahuth miss kiya .har din jaha
usse mila sab areas check kartha rahgaya hai.
Aur khai wo aaker milegi ye soch me rahtha tha.
Do teen baar uski ghar jake dekhne ka man bhi kiya lekin controle kiya kis
haq se jaayega isliye
Lekin usko dekhne ke liye taras raha hai.kayi dino baad ye feel naya lagrah
hai Arjun ko lekin kya kartha hai koyi option nahi hai.
Ek din Arjun ek accident case hai tho usko hospital lechala teen log hai
highly injured ...wo case likhne ke liye gaya.
Wah teeno ke bare me likhraha hai.
Itahne me "Yeha b+blod chaiye , ye phone ayi mujhe kis ward??"
Arjun mudke dekha tho RIYA
Riya "aap yeha ??"
Arjun bahuth kush hogay hai.
Arjun "ha yeha , TUm??"
Riya "wo...kisko blood chahiye ...oh sorry emergency hogi bad me milthe
hai" bolke ander chaligayi aur blood bhi donate karke aayi hai.
scroll down😃
Bahar ARjun kahada hai.
Riya usko dekker "aap yeha ??"
Ajun "ha is case ke liye aaya hoon itahne me tu dikhayi diya na aur tere
sath coffee peena baki rahgaya na isliye rahgaya"
Riya "oops sorry mujhe pathanahi aap shadi shuda hai aap ki biwi ko
pathachale tho kithana bura lagegi haina ??'
Arjun "usko pathanhai chalega agar chala phir bhi kuch bhi feel nahi hogi
sochegi shukar hai kamse kam ek aur se bath tho karraha hai"
Riya "kya ??"
Arjun "ha kyoonki she is no more"
Riya "what??are u serious..itahna kam umar me kya hua?"
Arjun "usko kuch problem nahi hai MURDERED.mere enemy usko mara "
Riya abhi bhi shock me hai.
Arjun "ha tho mere sath coffee peene se koyi problem nahi hogi teek
hai?'chalein?"
Riya "sorry I dont know"
Arjun "sorry kisliye tune kya kiya chalo peethe hai"
Riya "hmm "
Dono ek place pahunchne ke baad "lekin shayad coffee nahi peesakthe hai"
Riya "kyoon??"
Arjun"blood deke aaye ho na isliye coffee peene se behatr hai juice peena "
Riya"Shayad"
Dono juice order karthe hai.
Dono peerahe hai.
Riya "naam kya hai?"
Arjun "roshini "
Riya "oh love marriage ??"
Arjun "hmm "
Riya "photo hai?
Arjun dikhtah hai "beautiful "
Arjun smiled.
Dono kuch der bathen karthe hai.
Baad me riya jarahi hai.
Arjun "riya phone no do"
Riya"ji"
Arjun "isliye kabhi blood ki jaroorath pade tho call karoonga "
Riya phone leker "apka no??"
Arjun no detha hai.
Riya dail karke "wo hai meri no bye" bolke chalijathi hai.
Arjun bhi chaljatha hai us din usko kuch naya sa laga , naya Milan naya
ashayein jindagi me kushiyon ko leleker ..bahuth kush hua us din.
Arjun FB s ebhar aaker
Sach me myne us din bahuth kush tha Riya tume mere jindagi ka sathi
dikhayi di mujhe phir jeen ke liye ke reason milgay hai mujhe ...LEKIN
TUM..
Udhar Riay jagi hai wo bhi sochme hai.
MOV
Mujhe patha hai ARjun tum mujhe maaf nahi karparahe ho. Kyoonki myne
tujhe dhoka diya sach kahatho kuch din pahale tak myne dokha hi diya
ARjun"
Lekin dheere dheere sach me pyaar hogay tumse.
Us din pyaar hogay mujhe jis din tere dil me mere liye hue jaga ko dekhker
Us din hum dono future ke liye bathein karahe hai.
Arjun"shadi hone do Riya tab tum kithne chahokge utahna bachhe doonga
don't worry "
Rya "hmm mujhe na beta chahiye "
Arjun "mujhe bhi"
Riya "kya myne suna har ek aadmi beti ko chahthe hai phir tum!!!!!!!!
Arjun "ha mujhe bhi beti chahiye lekin baad me pehala beta hi chahiye "
Riya "kyoon?"
Arjun "kyoonki tu nahi janthi ho Riya mere profession me enimies jyada
hai.tujhe patha haina Roshini ka mouth kaise hua ? aur mere peeche bhi
hai Riya aaj nahi tho kal ya 10, 15 saal baad bhi mere jana ko lene ke liye
wait karahe hai .tho agar mujhe kuch hogaya tho tere himmath koun hoga
tujhe dekhbaal koun karega Beti bhi karegi leki BETA hai tho my chain se
rahoonga aur maroonga kyoon ki mera beta tera khayal rakhge aur beti my
ye nahi kahraha hoon beti kam hai lelkn meri beti hue tho wo princess ki
taarah rahna hai aur beta hai tho tumhara khayal rakhega isliye "
Riya MOV
tab myne shock hogayi thi ARjun jo my asie family se agayi hoon har ek ek
liye paison ek jyada kuch aur nahi hai. My asia bhai ka behan hoon wo
uske fayade ke liye uski bahan ko si kaam me bejha uski behn ki
koobsoorathi dikahyi di une usse bhai jaisa pyaar nahi uske isthaml karne
ka soch ..lekin tum tumhare baad bhi mere kahyalrakhne ke liye apne bte
ke liye sochrahe ho. Kitahna pyaar karthe ho ARjun mujhe is pyaar ek aage
sab kuch mere kwayish jis kwayish ko poori karne ke liye ye kaam karne ke
liye ha kaha wo sab bhool chuki hoon my ...tab mujhe wo sab ek mitti jaisa
lagi isliey tabhi myne tair kiya my tumhari hoon tumhare sath jindagi
bitaha hi mere maksath hai...jo admi apne behan ka ijjath nahi kartha hai
uske sath rehane se behatar hai ki tumhare dil me hi rahna tab se my sirf
sirf tujhe pyaar karthe hi rahgayi hoon ARjun tab se myne tujhe dhoka hi
nahi diya.
Us admis e chutkara pane ke liye try karahi thi.
Kyoon ki wo asia insan hai jisko kuch nahi dikahyi dethi hai apne paiso ke
siwa .
WO kya kaha patha hai tujhe ?myne kyoon tere peeche aagayi patha hai
tujhe ??//
kiasi lagi??
NEXT PART LINK
Hey guys I'm here with the prologue of my Ariya story, though the title hasn't been yet decided but i hope you will enjoy it. Prologue :Life is
⚠️ Statutory Warning ⚠️ This story is going to be an emotional rollercoaster 🎢. If you have a sensitive heart 💔, proceed with caution. There...
Zindagi Ke Us Paar The ETF office hummed with its usual rhythm—phones ringing, keyboards clattering, files opening and shutting. But there was...
Prologue Raat ka aakhri peher tha. Mumbai ki galiyon mein aksar iss waqt shanti hoti hai, lekin ek ajeeb si khamoshi uss raat hawaon mein gungun...
Prologue The night was heavy. As if the air itself carried the weight of unspoken truths and unfinished emotions. A storm was brewing—not...
1.1k