heres the next update enjoy...
Part 40 :
Arjun : aap bade bhai ho please dont spoil the relation aap jo bhi kiya vuske baad mein apko bhai kya ek etf cheif ka respect bhi nahi dena chahtha hoon
Sameer : saaf saaf kaho chote meine kya kiya
Arjun gotup and bet on the glass table making it break and leaving cut in his hand
Sameer: ARJUNNN
arjun stoped him by showing his hand
Sameer : pagal math bano aur hand ko first aid ki jaroorath hain naji toh
Arjun : naji toh kya mar jaonga apko kya farak padtha hain aap muje tab maardala jab aap mujhe doka dekar sakshi se shadhi karne gaya
Sameer was shocked , he understood arjun got his memory back
Sameer : arjun woh
Arjun : please reasons math kehiye mein apni poori jindagi mein sirf apko trust kiya maa bapusa se bhi badkar, lekin app mera viswas aur pyaar ko jalaya, aap ko kya laga mein saksji se shadhi karke kushi se age badungi air apko yeh bhi nahi laga mera kya haal hoga jab mujhe mera memory wapas ayega tab mera kya hoga aap kam se kam sakshi ki bare mein bhi nahi socha .
Sameer was dumb struk their itself he dint know what to fo
Arjun left from their in anger
Sameer went to house in lost state
From that day samer was totally lost he spoke less and arjun behavior is stil cold
Everyone thought it as some small issue betwen brother One day arjuns mother called everyone to rajasthan as sameer birthday was approching
Ariya happily behaved with everuone and sameer spoke less
Ayesha is worried about sameer, one day sameer sat in lawn lost in thoughts, ayesha is seeing sameer and crying silently, suddenly someone placed a hand on her shoulder
Shobha:ayesha kya huva tum aur sameer badi koye koye najar araha hain kuch huva tum done ki bech
Ayesha : kuch nahi maa bus aisi he bul gaya samar vutne ka samay hogaya mein dekhe atha hoon
Ayesha left from their
Shobha went near sam and sat beside him
Shobha:beta kya huva tum vudas lag rahe ho
Sameer : maa kuch nahi bus
Shobha:munna mein mantha hoon mein tumhari sagi maa nahi hain lekin mein tumko paal posekar bada kiya mein sirf tumhara chehra nahi tumhara saas kobhi pad salkthi hoon
Sameer fell in her lap and cried like small baby, seeing sameer like that ever shobha has tears
Shobha:munna kya huva bathao mujhe
Sameer told her everything
Shobha:mein janthi hoon aisi din athi hain lekin yeh nahi socha arjun ithne kadve hojathi hain
Sameer : maa kya mein galath kiya, jaise arjun ne kaha agar aisa sakshi ke saath vunka shadhi huyi toh, mein apne apko kabhi maaf karpatha, theen theen jindagiya barrabad hothe hoyhe bachgayi maa sab sirf meri wajese aur maa chote mujhse baath nahi kar rahe hain mujhe bahoth dukh horaha hain maa
Shobha:sameer tum jo bhi kiya ek bade bhai ki tarah sahi kiya, aur arjun ke shadhi sakshi se nahi huva , so buljav vus baath ka , aur arjun woh toh tumse khabhi door nahi reh saktha woh jaroor jaldhi hi tumse baath kartha hain, ro math munna
Sameer : nahi maa woh bahoth narajh hain mujh par
Sameer complained like a child
Shobha laughed seeing him and stroked his head
Shobha : woh sab chod kal bhaisa aur bhabi ka shraadh aur tumhara janamdiin bhi hain tum anathan keliye intajam kiya naa
Sameer parents died in car accident while coming from a picnic on sams birthday , so sam and arjun does anathan every year
Sameer : nahi maa mein aaj jakar sab dekhlunga
Next day sameer goes to do annarhan and finds arjun their he smiles thinking arjun had forgiven him
Sameer : chote mein janthi hoon tum mujse jyada din naraj nahi rehsakthi ho
Arjun : mein yaha apke liye naji aya hon apni mama mami keliye aya hoon
Sameer : arjun mathlab viski alava aaj kuch naji hain tere bhai ki janmadhin haina
Arjun turned and is facing his back towards arjun,
Arjun : maaf kariye mera bhai koi nahi hain margaya tha woh kuch mahine pehle mera abh koi bhai nahi hain
Arjun is cryimg and left from their, sameer stood their with no emotions, his eyes are red
1.3k