pyar ka dard vahi samaj sakta h jiska pyar adhura rah gya ho
dialogue no. 17
jinse hum kabhi mile nahi,kabhi deha nahi sirf tv secreen par sahi galat character karte dekha h use hum pasand to kar sakte h lakin pyar , pyar kabhi nahi
dialogue no. 18
jis insan ki mantally halat thik na ho ya uski yadyast chali gayi ho iska matlab ye nahi ki wo insan acha hi ho
dialogue no. 19
actually riya tumhare is funde ke piche 99% nahi balki 100% dar bol raha h maine jitna tumhare bare me sacha tha tum usse bhi jayda darpok nikli ek baat manogi riya ye field job tumhare bus ki baat nahi vapas apne risearch desk chali jao, or jin criminal se deel ki baat tum kar rahi ho unke haath gun ki trigger par nahi hota or kuch criminal ese hote h jo palak gapkate hi bade se bada crime kar dalte h or unhe is baat ka ehasas tak nahi hota or unhe pakadne jao to pagal kuto ki tarah katne ko dodte h or pagal kuto ko pyar se puchkar kar apne pas nahi bulya jata goli mar di jati h riya ab samjhi ya samjhau
dialogue no. 20
agli bar mughe apne in kamo se bahar rakhna samjhi ya samjhau to riya
dialogue no. 21
kahani sunke maja to bahut aaya riya vo jaise bachpan me bacho ko sunate h par humare is case se is story ka kya talluk ye kahni humare kisi kam ki nahi tumhare pass kuch or clue ho to batao
dialogue no. 22
mai kisi par ehsaan nahi karta rathod sirf apni duty karta hu or aaj bhi maine vahi ki h samjhe ya samjhau
dialogue no. 23
sarabi hilne se nahi pani fakne se uthta h
dialogue no. 24
apno ko maine bhi khoya h rathod or apno ko khone ka dard kya hota h ye m ache se samjta hu
dialogue no. 25
mana ki bhrust officer ka chehra bahut badsurat hota h lakin ab is mask ke piche apna chera chupane ki jarorat nahi h inspector date
dialogue no. 26
galat no. enter kar rahe ho shree, presure or jalbazi ki vajah se koi
galti karne ka hqk nahi ha hme, ab jaldi pata kro or batao mughe
dialogue no. 27
tumse to bahut khush honge na tumhare bagvan phir us vakt kyu nahi aaye tumhe bachane jab tumhe goli lagi thi to riya
dialogue no. 28
chotu ye tumne ungli me kya pahan rakha h pahle to kabhi nahi deha or riya tumne gle me ya kya tabiz pahan raha h or shree tum bhi koi kam nahi ho ye mat samjhna ki maine tumhe notice nahi kiya, ho kya gya h tum sabko hum yaha logo ke dilo se andvisvas or jurm mitne ke liya h na ki badava dene ke liya in sabke ke piche vaganik karan h or wo kya h ye to mai pata laga ke hi rahunga
ok guys kafi h or phir kabhi abhi office me jaa rahi hu samjhe ya samjhau
15