@priya kya tu ajkal TBP forum pe hoti hai online?? main toh jaise wo forum pe jaana bhool gayi hoon..pehle agar waha na hoti toh mera khana hazam nehi hoti n now main waha visit krna bhi bhool jaati..all thanks to this arjun forum & yeh pagalkhana specially...!!!!
haan..kabhi kbar...
ye pagal khane mei hi rehti hun 😆
16