duniya mei aaye ho toh pyaar se raho. yehi jeevan ka saar hai.. yehi anu mata ka gyaan hai
ho pyar bantate chalo, pyar bantate chalo
hey matke uthate chalo, matke uthate chalo
meri anu kai ex pati mera dost lagta
mere anu ki ex saas meri baa lagti
meri anu ka ex sasur mere baapuji lagte
shahs mere rishte daar lagte
unka kutta billi bhi apne lagte
mere apne muje fake lagte
anu ne bataya phemily kya hoti
anu ne sikhaya pyar kya hota
matke kese belence karna hota
self respect ka kya, woh mann ka dhoka
pyar hai jindagi ki nishani yeh meri anu ka kahna hai
ek hi saaj ke tar hai sab hamko mil jul ke rahna hai
pyar hai jindagi ki nishani yeh meri anu ka kahna hai
har subah muh utha kar shah house jaana hai
chahe gaali kha kar aana hai
gaali mei bhi aasirwaad hai, aisa meri anu ka kehna hai
pyar bantate chalo, pyar bantate chalo
hey matke uthate chalo, matke uthate chalo
PS: sorry, I know rhyme nahi kiya, seriously this man, shah house se baha toh aisi akkad se nikalta hai, jaise iss direction mei face bhi nahi karega, agle din phir wahi pada hua milega
1