abeee in k ghar me sab kuch automatically prakat kaise ho jaata hai😕
Naachne Gaye to Anuj ka coat prakat ho gaya😕
Chai banane gaye to doodh prakat ho gaya😕
Kapda pehenne Gaye to Anuj ka kapda prakat ho Gaya 😕
Sone Gaya to extra gadda prakat ho gaya🤡
Anuj ko kya anu k ghar ka Kona Kona pata hai kya jo us ko pata tha ki gadda kaha rakha hai
Anu's house is the room of requirements. Yaha jo bhi mango, miljata hai. Except for some action 🤣
Woh kabhi nahi milta
6