Btw acha hua anupama ne vanraj ki baat nahin maani aur use divorce de diya varna baa vanraj anupama ka khayaal rahi rakhte but anupama se hi sari seva lete .vanraj aur baa anupama ko isliye divorce na lene ke liye mana kar rahe they anupama hi sara kaam ka bhoj apne upar le. Yeh anupama ki care karenge yeh sub lame excuse hai
Kul baa ne kaha ki engagement ki tayari kaun karega. Yeh to had hai . Engagement ki tayari bhi anupama hi kare? Jub pata hai ovary cancer hai to anupama se kyon engagement ki tayari karana kyon use engagement ke liye bhag daud karana
Waise to anupama kisi bhi samay kisi bhi halat mein anupama apne man duty nibhane se piche nahin hat ti
But vanraj aur baa ko sochna chahiye ki bimari mein hum anupama pur kaam ka bhoj nahin daalna chahiye
Ek baar vanraj yeh nahin kaha ki engagement ki tayari main aur toshu kar lenge anupama ko rest karne do
Bus nahin bimari hone ke baavjood anupama pe hi kaam ka bhoj daalo
It is good anupama reject offer of vanraj and baa. Totally fake and hypocrite pe and selfish people
Kyonki vanraj ko agar anupama ki itni chinta hoti to to anupama ko advait ke saath dekh kur jalan nahin hoti. Vanraj yeh sochta ki mujhe chinta thi agar anupama ne divorce de diya aur woh akeli rahegi to woh apna khayaal kaise rakhegi but chalo acha hai advait anupama ka khayaal as friend rakh raha hai. Vanraj yeh dekh kur satisfaction hona chahiye ki koi to uska khayaal rakh raha hai
But nahin vanraj ko jalan ho rahi hai
Edited by surabhi01 - 4 years ago