part 4
rrecap rusty is telling tara that she will help her in finding a boyfriend 4 her
tara : really rusty u will help me ofcourse baby now smile
rusty : meray paas aisi secret hai jis say tera paas boyfriends ki line lagi hogi
tara : to phir batao na
rusty : batati hoon ....lekin pehlay yeh to batao k mujhay return main kya milay ga
tara : (thinking ) ummmmm aisa kerna k meray paas jab boyfriends ki line lagi hogi to tu un may say apni pasand ka ladka chun laina
rusty : wat ..........that was not funny
tara : acha baba tu bool tujhay kya chaiye
rusty : mujhay ummmmmmmmmmm tara main nay na aik ghar dekha hai
tara : acha to tumhain ghar chayie...... sorry yaar rusty teray liye jaan bhi qurban per rusty itnay paisay to nahin hai meray paas k tujhay aik ghar khareed kerdoon
rusty : pagal hoi ho main nay kab kaha mujhay ghar chahiye
tara : to pphir
rusty : to phir yeh k us ghar main aik garden hai
tara : to tumhain garden chahiye lekin rusty meray paas itnay bhi paisay nahin k tujhay garden khreed ker doon
rusty : taraaaaaaaaaaaa stop it or i will slap u aur sun na mujhay ghar chahiye na garden
tara : to phir tumhain chahiye kya
rusty : mujhay us garden k fruits khanay hain
taara : haan to tum un say ja ker maang lo tumhain koun inkaar keray ga ......ur randhir singh deols daughter
rusty : nahin mujhay apnay haathoon say tood ker khanay hain
tara : to tum unsay kehna iii m sure woh tumhain manna nahi kerain gay
rusty :nahi nahi mujhay chup ker ......apnay haathoon say tood ker khanay hauin
tara : u mean choori
rusty : nahi chori nahin main baad main un ko paisay day doon gi ........bolo meri help kero gi
tara : ok per yeh to batao k wo secret kya hai jis say meray paas boyfriends ki line ho gi
rusty : wo secret hai gajar ka halwa
tara : wat now i will slap u
rusty: no tara trust me it really do wonders pata hai meri mamma aur papa ki shaadi bhi isi wajah say hoi thi
tara : wo kaisay
rusty wo aisay k jab papa nay mamma k haath ka bana hoa halwa khayaaaa to he falls for mamma immediately
tara : really rusty tu kya yeh halwa kha ker raj bhi mujhay pasand kernay klagay ga
rusty : of course tara sirf raj hi nahin bulkay her wo ladka jo is ko khaaye ga ..........bus tum mujhy yeh batao k tumhain halwa banana aata hai
tara : nahin halwa bana to nahi aata
rusty : waaaaaaaaaat phir ab halwa kahan say laayen
tara : i have lots of recipe book main us main say dekh ker bana loon gi
rusty : ok aik problem to solve ab yeh batao k tumhain raj ka ghar pata hai
tara :;; nahin mujhy to raj ka ghar nahin pata
rusty : kya tara tum aikdum baikaar ladki ho ab aisa kero k tum aaj raj k peecha kero aur dekho k wo kahan rehta hai us k baad its action time ok
tara :ok
ok guys its a promise after 2 patrs i will bring samay in with a bang till then enjoy