the days passed on in the same way
kashish ki halat kuch thik nahi hoti hai.
agle subah sujal go for his work.
dopahar mein door bell bajti hai aur ramsingh darwaja kholta hai
g:rs kashish kaha hai
rs:madam, memsahab toh wahi bethi hai apne kamre ke bahar
g:thik hai mein milke aati hu
gauri goes to kashish and sees ki kashish aik dun,chup
chap, bina hile wall ko tek lagaye bethi hai. she is
not crying and she is not even in a normal state
g:kashish.... dekh teri gauri dii aayi hai,tu yahan kya karrahi hai
k:doesn't reply
g:kashish tumne kuch khaya
k:nods her head in no
g:kya.... kall se kuch nahi khaya tune.chal hum loog khana khate hai
k:mujhe bhuk nahi hai
g:arre aise kaise bhuk nahi hai,mere saath chal,apne aap bhuk lagegi
kashish doesn't say anything.gauri usse uthne ke liye
keheti hai,paar woh thik se uthh bhi nahi pati
gauri sees tyhis and tears roll down from her eyes
seeing her sister like this but she controls her self
aur kashish ko support deke usse uthati hai aur haath
pakad ke neeche le jati hai
g: rs kashish ke liye khana lao
rs brings the food
gauri kashish ke samne bethti hai
and kashish is still like a statue,she doesn't even
know ki gauri aayi hai and where she is now
gauri kashish ke muuh mein aik niwala dalti hai
g:kashish ye lo
kashish takes it in her mouth
g:kashish abb chabo,bite it
kashish does whatever she says
g:abb usse niglo
and kashish does that
aise karte karte kashish ko gauri khana khilat hai
in sujal's office.......
pratham cabin mein aata hai
s:arre pratham.tu yaha,aana yaar,beth
pr:agar jhagda nahi karega,aur anab-shanab nahi bolega toh hi bethuga
s:pratham plzzzz.....agar tu kashish ke barre mein baat karna chahata hai toh main interested nahi hu
pr:sujal aik baat bata kya tu kashish se pyaar nahi karta kya
sujal doesn't say anything
pr:sujal mein tujse puch raha hu.don't u love her
s:yes.... i do.... i do love her
pr:phir kyun???.........kyun tu usse itni takleefe de raha hai
s:prathamtu mujse yeh keheraha hai.... tu nahi janta usne mujhe kitna bada dhoka diya. woh aurat sirf mere paison ke peeche hai. aur paison ke woh kuch bhi karr sakti hai
pr:sujal.... sujal tu kabb samjhega usse. arre jakar aik baar uski halat dekh. jiteji marr gayi hai woh. aur aik baat achi tarah se samajle ki usne tujhe koi dhoka nahi dia hai.kya tunne usse sachai puchi ya janne ki koshish ki. hamesha uspaar ilzaam lagate aaya aur haan......agar usse tere paison mein dilchaspi hoti na toh woh teri sarri property ar paise lekar kabb ki teri zindagi se chali gayi hoti aur tujhe iss baat ka pata taak nahi lagta.
s:pratham i think ye hamare ghar ki baat hai behetaar hoga if u don't interfere in it. aur main kashish ko tujse behetar janta hu. ki kya hai woh,aur kya karr sakti hai
pr:thik hai,main kuch nahi kahuga. lekin sujal think what over of what i told you know.ok..bye
sujal ye saab sunkar upset hota hai and now he can't
even concentrate on his work. so sujal ghar pe aata hai
jab sujal ghar aata hai toh woh gauri ko kashish ke
paas bethe dekhta hai.
he starts to go from there without even looking at
kashish
g:sujal....maine dr.suman ko aaj phone kia tha. aaj kashish ki shaam ko appointment hai. usse bina bhule le jana.it's necessary for her,uski halat bohot kharab hai
s:mujhe time nahi hai....woh khud jaa sakti hai
g:nahi... woh khud nahi jaa sakti hai.kyunki tumne usse uss layak hi nahi choda ki woh khud,akeli jaa sake. aur kuch toh karr nahi sakte .kum se kum itne toh karr do.le jana usse.
s:gauri tum hi usse le jao na, akhir tum uski behen ho
g:mr. sujal garewal, main uski bahen hu magar aap... app uske pati,uske saathi,uske humsafar hai aur shayad app yeh bhul rahe hai.main chahati hu ki kashish ko tu le jao.samjhe
sujal doesn't argue further and gauri leaves
s:eeemmmmm.... woh..uhh.. kashish woh tum tayar ho jao main bhi fresh hoke aata hu
but kashish doens't say anything
s:kashish main umse kehe raha hu. change karke aao
k:.....
s:kashish.... fine tum yehi dress pehenogi kya??? toh thik hai,main change karke aata hu
sujal comes and he sees ki kashish wahi bethi hai and she is not even ready
s:kashish utho aur sandals pehenlo....chalna nahi hai kya
k:she is dumb now.... she doesn't do anything
s:kashish..... kya hogaya hai tumhe.chalo na
sujal undestands that she is neither replying nor
reacting.woh kashish ke sandals lata haaur usse pehena
deta hai and tells her to stand up and come with him
but kashish doesn't even do this
abb suajl uska haath pakadta hai aur usse apne paas
khich leta hai. he holds her by her waist aur usse gadi
main betha deta hai.
uska darwaja woho band karta hai, also he buckles her
seat belt.sujal kashish ke paas dekhta hai and suddenly
tears roll from his eyes. he gest worried that why she
is not saying anything.
they reach dr.suman's clinic
dr.suman:hi mr garewal.today gauri called me for kashish's check up
s:yeah! actually she is not well these days
dr:thik hai main inka check up karti hu
dr takes her inside and do check up woh kashish ke saath bahar aati hai
s:doctor how is she now?
dr:emmm..... mr.garewal can i speak with u in personal
s:yes sure...
dr:dekhiye mr.garewal apke patni ki halat bohot critical hai.
s:matlab..
dr:see, woh naahi kuch react karti hai, naa koi response deti hai.woh kahi apne aap mein hi thehair gayi hai.i mean to say that agar koi unhe kuch karne ko lagaye toh woh wahi karegi joh usse bola hai, wahi jayegi jahan jane bola hai.uski thinking ability kahi rukh gayi hai and this is really very serious.i a scientific way this term is called vegetable.
dr:it's really risky for her,ye halat kisi sudden shock ke wajah se hui hai aur abb agar yeh normal nahi hui,iss shock se nahi nikal payi. ho sakta hai that she might get mental because of depression and strain on her brain or even death is a possibility too.
sujal pe jaise bijliyan girr padti hai. he is dumbstruck hearing this thing
s:okkk doctor. i will try my best
dr:fine. mr garewal.all the best!!!
s:thanks.bye
dr:bye
sujal kashish ko gadi taak lejata hai and make her sit
inside the car. he sees her and he feels really guilty
cause yeh saab uske wajah se hua hai. he gets teary and
drive to their home
s:ramsingh...madam ka khana lao
rs:jee sahab
rs gets the food and gice it to sujal
sujal kashish ko sofe pe bithata hai and he sits down
near her on his knees
s:kashish.....dekho yeh khana kitna tasty laag raha hai aur tumhe iski bohot jarurat hai,kyuni tumhe thik hona hai na.toh abb tum yeh khana khaogi.okk
kashish doesn't say anything
sujal ko yeh dekhkar bura lagta hai so he starts to
feed kashish with his hand
tabhi gauri waha aati hai
g:sujal...tum ye kya... karr rahe ho
s:gauri...kashish ko khana khila raha hu and from today
main hi isse khana khilauga. u don't worry okk.
gauri smiles to herself and leaves.
aise hi dinn bitt jate hai and kashish gets normal.
pehele wali kashish bann jati hai.but still she doesn't
have that glow on her face which she used to have
before.sujal bhi usse baat karta hai.uska khayal rakhta
hai but not from bottom of his heart.dono bhi dil se
khush nahi hai. but still they r leading a better life
than before.
aik din subah subah a door bell ring.
sujal leaving room mein betha hota hai and kashish is
preparing breakfast for both of them
sujal opens the door.......
s with a shock
s:aree....vasu aunty aap aur archie tummm.... tum dono yaha paar kaise
v:haan socha yaha aaye the toh tumhare yaha rehele aur waqt bhi bitaye,waise archie ka bada maan tha tumse milne ka
s:yeah!!!sure... ayyi na....
35