Mohabbat dil ka sukoon hai aitbar
Mohabbat dil ki tadap hai ye intizaar
Dekha hai Aaj hum ne sanam
Aap ki aankhon mein pyaar
Mohabbat dil ka sukoon hai aitbar
Mohabbat dil ki tadap hai ye intizaar
Dekha hai Aaj hum ne sanam
Aap ki aankhon mein pyaar
Dekha hai pehli baar saajan ki aankhon mein pyaar,
Tab jaa ke aaya mere bechain dil ko karaar
Gori ka saajan
Saajan ki Gori lo ji shuru hogai
Love story.
Gori tera gaon bada pyaara,
Main toh gaya maara aake yahaan re,
Uss par roop tera saada chandrama jo adha
Adha jawaan re
Jawaan e jaane Mann
Haseen dil ruba mile tho
Dil jawaan nisaar ho gaya
Jaan nisaar hai, jaan nisaar,
Tere pyaar pe mere yaar
Yaar dildaar tujhe kaisa
Chahiye pyaar chahiye ke
Paisa chahiye.
Tu Yaar Tuhi Dildaar Tuhi
Mera Pyaar Tera Mere Dil Mein Hai Darbaar
Karde Ek Baar Beda Paar, Mujhe Ghar Baar Lage
Bekaar Phiru Main, Banke Tera Jogi
Dil .mein ho tum Aankhon mein tum
Bolo tumhein kaise cha hun.
Ankhon ne tumhari meethi baataon ne,
Meri neend udaayi, mera chain churaaya,
Sapna jagaya apna banaya,
Apna banake sapna sajaake,
Chupke ke sikhaaya pyaar,
Dheere dheere iss dil ka cheena hai qaraar
comment:
p_commentcount