https://www.instagram.com/p/Cc3SkeFPt-Y/?igshid=YmMyMTA2M2Y=
Ziddi dilon ki ye kahani hai
Desh ke khatir kuch bhi karne ki thani hai. Aam logo ke khas banane ki ye kahani hai. Kisi ke pahle nazar ke pyar, kisi ke bus baaton ke ehsaas, to kisi ke pahli ladayi se suru hui ye kahani hai.
Ziddi dilon ki ye kahani hai.
Pyar aur dosti ki nayi dastan ye humko sikhati hai, yaari ki khatir kuch bhi kar jane ki rawani hai
Sang me ho yaar to har gam ho paar ye aise yaaron ki kahani hai.
Ziddi dilon ki ye kahani hai
Ladki nhi kisi se kam humko ye sikhati hai
Uski khamoshi na uski kamjori humko ye batati hai
Kar le himmat to wo sab pe bhari hai
Uske aage jhukti duniyan ye sari hai
Ziddi dilon ki ye kahani hai.
Pyar ho jeewan me to dard me bhi muskana sikhati hai,
Pyar bina jeewan kuch bhi nhi hai
Sacche pyar ki takat ye humko dikhati hai,
Ziddi dilon ki ye kahani hai.
Desh hai sabse pahle uske aage na hai apne
Desh ki khatir sab kuch hai kurbaan,
chahe wo pyar ya phir ho jaan
Desh se na badhkar ke koi
Kitno ne he Desh ki khatir jaan ki baazi hari hai
Ziddi dilon ki ye kahani hai.
comment:
p_commentcount