MusicalAbhi thumbnail
Posted: 2 years ago

Khizayein hi pass bulati hai mujhe ‘Abhishek’,

Dono baith kar phir bhut der tak rote hai.



Dabe paun nikalna padta h, uski ki gali se ab ‘Abhishek’,

Waqt ye bhi tha uske ghar mein, bedhadak ghus jate the.


ऐसी ही और बेहतरीन शायरी के लिए:

Google mein search Kare: Musical Abhi Shayari


Dard ko bhi main badi tehzeeb se, dard se likhta hu ‘Abhishek’,

Use likhe dard mein dard na dikha, to kahi use dard na ho.


Jis parinde ko maine barish mein panah di ‘Abhishek’,

Mausam saaf hote hi wo dushman ke ghar ja baitha.


Main dil tujhe maar dunga,

Har waqt us ‘Abhishek’ bewafa ka himayati na bana kar.


Tadap, bechaini, mayoosi, gham,

udasi aur aise sache kai dost hai mere,

Kabhi-kabhi to bahut ro deta hu ‘Abhishek’,

inka itna apnapan dekhkar.

Created

Last reply

Replies

1

Views

1192

Users

2

Likes

1

Frequent Posters

Sutapasima thumbnail
Posted: 1 years ago

Mohabbat Hai Ya Nasha Tha Jo Bhi Tha Kamal Ka Tha

Rooh Tak Utarte Utarte Jism Ko Khokhla Kar Gaya

मोहब्बत है या नशा था जो भी था कमाल का था

रूह तक उतारते उतारते जिस्म को खोखला कर गया😭

Tum Mujhe Jitni Izzat De Sakte The De Di 

Ab Tum Dekho Mera Sabar Aur Meri Khamoshi 

तुम मुझे जितनी इज़्ज़त दे सकते थे दे दी 

अब तुम देखो मेरा सबर और मेरी ख़ामोशी

Khan Milta Hai Ab Koi Smajhne Wala

Jobhi Milta Hai Samjha Ke Chala Jata Hai

कहाँ मिलता है अब कोई समझने वाला

जोभी मिलता है समझा के चला जाता है