siyasham thumbnail
Posted: 4 years ago
#1

Hi All,

I just love all the poetry abeer recites in yrhpk... it goes deep down the heart... but i couldnt capture all.. i have a few of my favs here... do add on if you have more.. 

maaf mujhe kardena tum,
maaf agar kar pao toh,
jab khwaab tumara toot rahatha,
haath se rishta choot rahatha,
tab piche raha mai,
aagay badnapaya,
tum tanha ladi,
mai ladna paya,
maaf mujhe kardena tum,
maaf agar kar pao toh,
tere shikwe, tere shikayathein sab kuch sunna chahtahoon,
mothi jitney gire aakhoan se, sab kuch chunna chahtahoon,
par aaj mere aap aaneki, ummadi badi himmat kam hai,
abhi dosti nibha nahi paonga, aaj toh ghar mein bhi gham hai,
par thoda thoda aaonga, kal mujhko agar bulao toh, maaf mujhe kardena tum, 
maaf agar kar pao toh...

dard mein rona aasaan hai,
dard mein hasna mushkil hai

ek lamha koi saath raha,
ab janayki tayari hai,
aadat hai kyun ki bachpanse, 
yehi silsila jarahihai,
khatm hua woh khissa,
jab sirf dost the hum dono, 
kuch hambhi seethe ziyadha the, 
kuch kismatki makkari hai,
khatm huay ab batein sare,
jitnibhi thi karneki,
ab sirf dua thethahoon mai,
tujhko khush rehneki,
khushiyonse tu haath mila,
apni dukh humse yaari hai,

dard tha mere hissay ka,
dard se lekin woh guzri,
mere khatir ek ladki aag ke daryamein uthri
dil ne kab ka bhejatha,
ab jake paigaam mila,
benaam thi uljan seenaymein,
ab jaake usse naam mila,
paigaam ishq woh naam ishq,
mera zeher ishq, mera jaam ishq
mai ab tak na kisi kaam ka tha,
hai usse mere kaam ishq

mujhe pata hai waqt galat hai,
mujhe pata halaat galat hai,
mujhe khabar hai ishq ke toafon,
jaise yeh jasbaat galat hai
phirbhi chaandni ratoanmein 
hai ek sawaal joh jagtahai,
hai itna galat yeh sab toh,
pyaar sahi kyun lagtahai

jitna woh tujhse door hai,
uthna tere kareeb,
woh joh hai tere justuju,
wahi tere naseeb..

lagthihai nadaansi par, jeenayka tareeqa jaanthihai,
yeh ladki gehray dard mein bhi, hasnayka saleeka jaanthihai
joh rehgaya piche nishaan,
joh choot gayi halkisi yaad,
uska bas yehi kehna hai,
ke hamare kismat mein phir se milna hai
dard toh dost purana hai,
saath mein yaadein lata hai
kuch meethi, kuch mushkilsi,
phir mein dard aur woh yaadein lagjathi mehfilsi,
khaas se itna yu samjoke, ghar pe aana jana hai,
dard toh dost purana hai
usse gale mile lagta jaise
liptahoon pashminaymein
dard parayahotoh bhi, chubjatha hai mere seenemein
kya koi aur hai jo meri tara diwana hai 
dard toh dost purana hai

Created

Last reply

Replies

4

Views

5850

Users

5

Likes

16

Frequent Posters

fangirl1012 thumbnail
Anniversary 8 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 4 years ago
#2

Originally posted by: siyasham

I can't even put into words on how much I appreciate that you have made the effort to document these. His shayris are magical.

Aanchal15 thumbnail
Posted: 4 years ago
#3

Thank you for compiling his shayaris .. ðŸ˜Š they are beautiful and Abir’s intonation makes it all the more enchanting !! 

meen123 thumbnail
Anniversary 9 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail
Posted: 4 years ago
#4

thank you darling. You should post this in shaheer's thread as welk

Jayati321 thumbnail
Anniversary 5 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail
Posted: 4 years ago
#5

Thank you so so much for these shayaris. I am a big fan of Abir's shayaris. Words are very simple,but meaningful.Also i love the way Shaheer says it with his intense voice.