anu os: terrorism.

reema224 thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 6 years ago
As everyone is demanding an episode on terrorism i thought of writing an OS based on terrorism.
ANU OS.
shower your reviews through comment. will wait for your precious reviews.
Part 1.
scene starts with bb on bike. 
as usual fighting. 
bunty: thik se nai chala sakte abhi accident ho jaata!! tum me akal naam ka cheez naa h!!!
bhim: akal nai h madamji toh phir mere saath bike me kyu aa rahe ho?
bunty: muje shok nai aa raha muje agar kaam naa hota toh bilkul naa aati. 
bhim: jhuth kyu bol rahe ho? ye bolo naa ki aapko mere saath bike me aane accha lagta h.
bunty: meri jhuti ko bhi accha nai lagta. 
there bunty sees bike coming(shocked): bhullar aage dekho. 
bhim bike and other bike collides. they fall. 
bhim and bunty are ok. 
but the guy on bike was not ok.
bhim: aur beech beech me baatein karo. 
bunty: me baat kar rahi thi yaa tum!! 
bhim: aap!! 
bunty: jagdo mat. dekho ye jinda h yaa nai. 
bhim goes and check: thank god. jinda h. and isse koi injury bhi nai h. i think isse shock ke wajah se behosh ho gaya h. 
bunty: abb kya kare? hospital le jaye. 
bhim: pagal ho!! bina baat ki investigation ho jayegi. ruko dekhne do ye kaun h. 
he checks his pockets. 
he finds hotel room bills and nothing else. phone was there but it was broken. 
bhim: iska naam vikrant h. and ye pass wale 5 stars hotel me iska booking h. ek kaam karte h hum usse waha chor dete h. jabtak isse hosh nai aa jayega hum wahi rahege. phir sorry bol kar nikal jayege. 
bunty: do you think its safe?
bhim: yes 
they reach hotel. 
they reach reception.
bhim shows bill. 
bhim: ye humare naam se book h room. 
receptionist: yes let me check. yes mr. vikrant naam se h booking.
bhim: yes. 
receptionist: ye aapke saath aapki wife h.
bhim in mind: haa bola to bhi problem naa bola to bhi problem. kya karu?
R: sir?
bhim: haa. 
R: ohk. this are your keys. 
hiding they take vikrant inside the room. 
bhim: humara half kaam pura hua. abb isse jabtak hsoh nai aata hum yahi rahega. muje lagta isse thodi der me hosh aa jayega. 
bunty: muje kyu lagta hum bahot badi musibat me padne wale h?
bhim: kyuki aap humesha galat hi sochti ho ishilye aisa lagta ki kuch bura hi hoga. 
someone knocks the door. 
bhim: ohh shit abb kaun aaya? sabse pehle isse chupao. 
bunty: help karo. isko balcony me shift karte. 
they shift him to balcony. makes him sit on balcony.
bhim opens the door.
he gets suprised to see a beautiful lady infront of him. 
girl: may I come in sir. 
bhim: yes yes your welcome. come inside. 
girl: hey i am ayesha. aap vikrant sir h naa?
bhim: haa. 
bunty looks on. 
bhim to bunty: kitna badhiya hotel h ye. yaha ke receptionist bhi itni beautiful h. 
bunty gets angry.
bhim: yes miss ayesha kya sewa kare aapki.?
ayesha: sir hum yaha aapko remind karane aaye h ki yaha ki aapko meeting attend karni h aapke clients 705 room me h. 
bhim: ik h hum attend kar lege aap keh rahi h to. 
bunty:in ears: pagal ho kya kisi ki bhi meeting attend karoge. to ayesha: ye meeting attend nai karege.
ayesha: aap?
bhim: ye mere dur ke rishtedar h.
bunty: me inki wife hu.
ayesha: hein. aap to keh rahe teh dur ki rishtedar!!! 
bhim: wo kya h naa ye dur se hi acchi h pass aao to jungli billi ishilye dur ki rishtedar. 
ayesha: sir aapka meeting attend karna jaruri h.
bhim: haa me karuga naa.
ayesha: ohk sir. aap ye i card rakhe aapka identity ke liye. 
bunty: tum seriously pagal ho. tum kaise kisi ki meeting attend karoge. 
bhim: dekho madam ji. isse jabtak hosh nai ata tabtak hum timepass kar lete h. and jo meeting me baat wo akar inhe keh dege. issi bahane ayesha ke saath time soent karne ka mauka mil jayega. 
bunty hits bhim's leg with her shoes. 
bunty: agar phase to tumhari responsibilty.
bhim: ohk madamji..
ayesha: chale sir. 
bhim: yes.
 bunty: me bhi aaugi. 
bhim: aapka kya kaam h? aap nai chahti ki me ayesha ke saath time spent karu?
bunty: nahi. 
bhim coughs: kyu? jealous ho rahi h?
bunty: i mean me tumhare saath rahugi agar koi mushibat hui to.
bhim: ithihas gawah h madam ji ki mushibat me nai aap padti h and me bacahta hu. Aapko chalna h to chalo. 
bunty comes with them 
they reach the room. 
bhim: aap nai aayege ayesha ji.?
ayesha: me to receptionist hu. me kyu aaugi. 
bhim's face falls. 
they enter inside. 
two mens were sitting: welcome vkrant sir. 
bhim: yes. hello. aapka name?
men1: humara koi name nai h. hume sab chele(followers) bulate h.
bhim: kiske?
men2: alexander basir ke.
men1: aapko kaam pata h na kya karna h? kaam kal tak ho jaana chahiye.. warna... warna alexander and basir sir hum 3 ka kaam khatam kar dege. 
now bhim and bunty gets suspect. 
bhim: haa pata h kaam karna h. aap muje remind kara do ki kya karna h. 
men1: kal aapko humare liye old delhi se bag laani h. phir... 
both laughs. 
bunty: phir kya..
men1: phir kya puri delhi dahal jayegi. BLAST!! aap aise kyu behave kar rahe ho jaise aapko nai pata? aap to humare secret agent ho. aap hi to humare liye saari information laate ho. vikrant sir aapko aaj pehli baar milkar khushi hui. 
bhim and bunty gets super shocked. 
bhim(scared): hum chalte h. aapka kaam ho jayega. chalo aap madamji. 
men1: aapse baatein karni h.aaj pehli baar aapse mile h naa. 
bhim: muje nai karni. 
men2: kyu?
bhim: wo kya h naa muje meri biwi ke saath timespent karna h. to jaana h. kal kaam ho jayega aapka. 
he holds bunty's hand and take her. 
bhim: ye kis mushibat me pad gaye
bunty: mene kaha tha koi meeting mat attend karo. abb hum kya karege. 
bhim: kuch nai. case solve karege. 
bunty: ye international case h kaise karege kya karege?
bhim: pehle to uss vikrant ko pakrege. 
and that time vikrant comes: saaallle!!! mera plan flop kiya. muje ayesha ne bata diya tum log mere naam lekar meeting attend kar aaye. 
bhim: iska matlab meri ayesha bhi terriost group se.. 
bunty tries to catch vikrant. vikrant points gun on him. 
bhim stands infront of him and holds gun: sochna bhi mat. for your kind information me special agent bhim singh bhullar hu. aur hume tumhari saari sachai pata chal gayi h. 
vikrant: and for your kind information me international intelligence agency ka head zoravar singh hu. me as vikrant disguse ho kar unki planning jaane chahta tha. par tumne sab flop kar diya. ayesha bhi isse intelligence group se belong karti h and wo kabhi mujhse mili nai thi uss wajah se wo tumhe zoravar samaj baithi. 
bhim: to phir vikrant kaha h?
Z: usse humne secretly mar diya h. taaki hum disguse karke unka plan follow kar sake. and tumne sab flop kar diya abb hum kya karege. 
bunty: ek minute aap special intelligence agent zoravar h?
Z: haa..
bunty screams in excitemenrt: oh my god oh my god!!! me aapki bahot badi fan hu. mene aapke success stories padhi. mene nai socha tha ki muje aapke saath kaam karne milega. 
bhim looks on.
bunty: aap mere idol h. 
Z: haa ha. thank you. muje bhi khushi hui.
they shakes hand.
bhim now gets angry. 
ayesha: abhi bhi kuch bigda nai h. as inko kisi ne nai dekha. we can send him as vikrant. humara kaam ho jayega. 
bhim: kuch bhi kaho aap bahot intelligent ho. 
bunty again kicks him. 
bhim laughs. 
bhim: yes hum tayyar h. apki help karne. 
Z: tik h hume plan change karna hoga. pehle tum batao kya baat hui waha.
bhim and bunty narrates the story. 
Z: kal tum log as jaoge as vikrant and his wife. waha ye camera fit kiya jayega jo waaha unki action ko monitor karege. waha mobile chin lege tumse isse better hoga tumlog bina mobile ke jao. wo jo tumhe dete h wo hume yaha de do. and phir tumhara kaam khatam and humara shuru. tik h?
bunty: kuch bhi zoravar sir bhi bahot intelligent h. unhone kitni jaldi pura plan change kar diya 
bhim looks her. 
next day morning they reach the place where they were told to reach. 
a man in mask ties bhim's hand with the bag. 
bhim: ye kyu?
man: humare dhandhe me hum kisi par bhi vishwas nai kar sakte ishilye. ye lock chelo se hi khulega. iske andar bomb h. and kuch super documents. jao.. and super document read karo. 
they come out. 
bhim: ye kaisi musibat aa gayi h!! hey bhagwan!!! agar ye pehle hi blast ho gaya to??? meri to shadi bhi nai hui abhitak me kya karu??? tumhare zoravar ne phasa diya hume. agar wo chele waha nai hue to.
bunty: abb galat kaun soch raha h?be positive hum isse unlock karke zoravar sir ko hand over kardege. 
bhim: and bomb pehle hi blast ho gaya to??? 
bunty: me hu naa tumhare saath. kuch nai hoga tumhe.. and agar kuch hua bhi to hum saath me marege. 
bhim looks her. 
Dikhti nahi par ho rahi hain nazdeekiyan
Do dil hi jaane lagti hain kitni mehfooz nazdeekiyan.
tehy reach hotel room. 
chelas unlock their bag from bhim hand. 
bhim: ye bag hume do hum read karege. 
man1: nai ye humare pass rahega. 
bhim: me tumlog ka hi admi hu. me nai cheating karuga. me isse safe rakhuga. 
man2: hume koi belief nai h tumpar. 
bhim: iske andar bomb h jisse hum hi difuse kar payege. 
man1: hume bhi aata h bomb difuse karna. so ye humare pass hi rahega. abhi hum isse acche se read karege.
bhim in mind: ye bag kaise bji karke zoravar ko handover karni h par ye log bag hi nai de rahe. 
bhim snatches bag. 
they snatch it too. 
bunty: dekho bag hume dedo. hum acche se sambhal rakhege. and snatch mat karo bag warna andar bomb fat jayega. 
but they dint listen and in that snatching bag goes up in the air. everyone gets super shcked. the two men hides. 
bhim runs to hide. but bunty gets clueless and stands there. 
bhim pulls her and hides behind the curain. and hugs her tightly and cover her ears.
bunty looks him.
Dikhti nahi par ho rahi hain nazdeekiyan
Do dil hi jaane lagti hain kitni mehfooz nazdeekiyaan 
bags falls and nothing happens. 
bhim gets suprised. 
they come out. 
there was no super dociment in bag. just a mobile phone/
phone ring. 
bhim goes and picks up
man on other side: darr gaye? tumhe kya laga tha ye kaam h ? itna aasan thode hi hai humara kaam..!! ye tumhara test tha vikrant. hum jannaa chahte the ki tum mission ke liye kya kar sakte ho!!! main kaaam to kal chalu hoga. parso jo peace treaty hogi tab!!!! ye jo delhi me 7 countries ki peace treaty chalu hogi tab humara mission chalu hoga.. kal ka plan kal bataya jayega. till then take rest. 
next day when bhim and bunty wakes up. they find themshelves in dark camp. an unknown place. 
start thinking what will happen next .. 

Created

Last reply

Replies

4

Views

927

Users

3

Likes

6

Frequent Posters

Muskanika thumbnail
Anniversary 6 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 6 years ago
Great written... Continue soon ... waiting to know what will happen next. Show ke end hone ke stress ke beech your os is a stress buster Edited by Muskanika - 6 years ago
Muskanika thumbnail
Anniversary 6 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 6 years ago
When will you post the next part? Eagerly waiting for it ...still in mystery and wondering...Please post soon . Please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please
Muskanika thumbnail
Anniversary 6 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 6 years ago
This suspense will kill me . Please do continue
plmzaq thumbnail
Anniversary 7 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 2
Posted: 6 years ago
Superb os
Plz continue