Kya tara ye wada nibhana zaroori hai kya? Jab dil itna bechain hai to chali jaao apne MJ ke sath.
Pari kitni cute hai. Apni choti si family banani hai use. Kitna khyal hai use apne balli ka.
MJ ko aaj ehsas hua ki pari uski kaun hai. Pyaar to use pehle hi karta tha per ab or jyada pyaar karne laga.
Sanki jhooth bolta hai ki use sia se pyaar hai. Wo pyaar kar hi nahi sakta. Agar karta to Tara ko MJ se alag nahi karta.
He bhagwan ye budhiya kab picha chhodegi sia bahu ka.
Smart MJ. Sanki ne use apne jaisa samjha hai kya? Jo kisi ne kuch kaha or biwi pe doubt kar liya. Are jaha pyaar hota hai waha shak nahi hota or MJ apni tara pe bahut bharosa karta hai. Sabke jaane ke baad chala aaya apni tara se milane.
Nandu ab tak zinda hai. To ye ved ghar kyu nahi jata jo use such pata chale.
MJ ne pari ke liye banana kaha se kharide? Paise kaha se aaye?
Precap Tara ke andar ka pyaar bhahar aa hi gaya. Usne keh diya haa main tara hu. Tumhari tara.
comment:
p_commentcount