Rishi ne kaise apni barsati saf ki thi by god 🤣 🤣 jab me aise apna kamra saf karti hu na tab maa bolti hain bandariyaa apna room saf kar rahi hain. Aur jab maine maa ko ye episode dikhaya tab wo boli ab samjhi ye aadat kahase aayi 🤣 🤣 🤣
comment:
p_commentcount