Originally posted by: SunRahaHainaTu
humne yesa Kya paap kar diya ...
Hume kyun yesa pm update nahi milthi 😆
Originally posted by: priya111111
sochne waali baath hai😆
awesome update di
maan ne pehlehi kaha tha geet is Toofan 😃😆Ronnit is impressed by geethe is shocked to now about geettaiji ka plan safal hogaya😡so priya is thinking about maan's marriagewaiting for next part
nice teaser
maan is shocked to hear about his remarriage😲ram asked geet to leavemaan got to know the reason about his sudden marriage proposaltaiji itna kush hone ki jarurath nahi hai appko🤔plan tho kamyab hoga appka maan ki shaadi karane ka buss farak itna hai ki jisse socha tha usse nahi hone wala hai😉so take a chill pill taiji 😛jayada tanav iss umar mai sehat keliye accha nahi hotha apna khayal rakha karie😆agar app ko kuch hua tho hamara kya hoga 😲lol mai bhina sorry di flow mai likh diya dekha tho itna bada hogaya comment 🤣
Originally posted by: priya111111
yeh bachi bhi kuch jyaada hi bigad gayi hai😆😆
wo sab kaam nahi hai kya aur ghar ka saaf safai
sahi kaha sab jyaada kaam IF may hi ghoomna😉😆
itna sab kuch ek saath karna mamoolisi kaam nahi hai😉😆
comment:
p_commentcount