daikha maine kya kaha tha madhu piyegi nahin peene ka natak karegi rk ko line par lane ke liye. jais ki ek puraani movieSHRI SHREEMATI mai deepti naval sanjeev kumar n rakhi ke kahane par karti hai. woh baat alag hai ismai rk hosh mai aata hai ya nahin movie mai to rakesh roshan hosh mai aa jata hai