hahaha...ekta se nhi puchha ki police wale hokr bhi itna ghatiya nishana ki tyre udhane ki jagah insan ko hi udha diya...lol... ...khair maine socha ki shayad priya ko car chalani aati ho isiliye chalwa di...option nhi tha...itna argntly drivr kahan se arrenge karti yar...waise mne bhi kabhi priya ko car chalate hue dekha nhi h...lolOriginally posted by: toshboni
1qu. Priya ne drive karna kab sikha. Jaha tak mujhe yad hai driver to aya nahi tha rambabu hi drive kar raha tha to????????
hahaha...ekta se nhi puchha ki police wale hokr bhi itna ghatiya nishana ki tyre udhane ki jagah insan ko hi udha diya...lol...
aur aisa hote hue dekh k hazam bhi sirf hamin kar sakte hain to hamari bhi jai ho...qki aaj to mst enjoy kiya maine BT style serial..aur aaj to mere liye kartik hero aur rambabu football ho gye...lolOriginally posted by: vironikajain
Sachhi veena aisa sirf BT land ki police hi kar sakti hai..jai ho inki 😆
aur aisa hote hue dekh k hazam bhi sirf hamin kar sakte hain to hamari bhi jai ho...qki aaj to mst enjoy kiya maine BT style serial..aur aaj to mere liye kartik hero aur rambabu football ho gye...lol
comment:
p_commentcount