pukarti ho jab tum- apna hi naam mujhe khaasl*gne lagta hai
kuch khanak si aajati hai -orchestra sa bajna lagta hai
suraj mein kya mooh chupana -
woh toh aisi bhi jala bhuna baitha hai
ankhen dikhaoogi toh- bacha kucha bhi raakh hojayega
bade haseen hain pair tumhare- inhe zameen par -rakhdo
in pholon ko bhi toh mauka mile - murjhane se pehle -apne aakhri waqt mein
tumhe chooneka !
comment:
p_commentcount