Khuda Paak!
Tujhay who sub kuch Ata karay
Jis ki Tammanna Tere Dil ne Ki,
Har who Khwahish jo tere labon par
Machalti ho
Poori Ho!
Aur teri yeh Roshan Ankhain Sada Chamkain
Teri MAsoom muskurahat
Sada terE labon ka Mehwar ho
Khushiyun say tera daman Hameesha Bhara rahay
Aur Khuda Paak!
Teri Umer Daraz Karain
Ameen
A SONG FOR SOMEONE WHOSE VOICE SOUNDS TO ME SWEETER N MUSICALTHAN ANYTHING ELSE IN THIS WORLD:
Chand woh bharma gaya, tujko dekha tho sharma gaya
Woh churane laga hai nazar
Yoon shabnami pehale nahi thi chandini
Har khabar de tumhari
Kaisa yeh nasha hai, nazar mein gula hai
Har ghadi hai khumari
Nashe mein kadam mere udar kabhi idar
Gum sum nazar, jaye kidhar
Kho gaye tujh mein hum is kadar
Yoon shabnami pehale nahi thi chandini
comment:
p_commentcount