Created

Last reply

Replies

77

Views

6608

Users

21

Frequent Posters

apparaohoare thumbnail
Posted: 18 years ago
#11

Originally posted by: rage797


ya there is another one famous jeetu-sridevi combo with grt dance with skin hugging white pents.


"bhankaas hey hey bhankaas , ek aank maaru to rasta ruk jaaye duji aank maaru zamana hil jaaye dono aakhein maaru to chori pat jaaye chori pat jaaye.

kuch khatai kuch meethi baatein hain atphati teri angooron ke jaisi.

hey chatpatii chatpatii natkhato natkhati jawaani mirchi ke jaisi , gannon ke kheton mein main aur tu mil ke khele saath hu tu tu.

kaisa laga 😆

 

JUST AWESOME rage bhai. 

😆

 

 

roy thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail
Posted: 18 years ago
#12

Originally posted by: adwarakanath

😆 Here's to you, qwerty ji

Hindi Song Title: Cheel Cheel Chillake
Hindi Movie/Album Name: HALF TICKET
Singer(s): KISHORE KUMAR


Hindi Lyrics: ki: yaa yaa, yaa ba ga, yaa yuN, yaa ba ga uN
aa rahe the ishkool se, raste mein, hamne dekhaa ek khel saste mein
male voice: kyaa beTaa kyaa? ki: aaN maaN
ki: (cheel-cheel chillaa ke kajri sunaaye
jhoom-jhoom kauvaa bhi Dholak bajaaye) -2
(arrey, vaah vaah vaah) -2
ki: arrey chorus: vaah vaah vaah
ki: arrey chorus: vaah vaah vaah, vaah
ki: ai, cheel-cheel chillaa ke kajri sunaaye
jhoom-jhoom kauvaa bhi Dholak bajaaye
(chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah) -4
ki: (ey laToo baaku, aa baaku) -4

ki: chhuk-chhuk-chhuk chali jaati hai rail
chhuk-chhuk-chhuk-chhuk-chhuk chali jaati hai rail
chhup-chhup-chhup totaa mainaa kaa mel
(pyaar ki pakauDi meeThi baaton ki bhel) -2
thoDaa noon, thoDi mirch, thoDi sonTh, thoDaa tel
(chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah) -4
ki: bol
child: cheel-cheel chillaa ke kajri sunaaye ki: ale vaa le beTaa
child: jhoom-jhoom kauvaa bhi Dholak bajaaye
(chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah) -3
chorus: arrey vaah vaah vaah vaah ki: arrey

ki: (gol mol gol moTe laalaa shaukeen) -2
tond mein chhupaye hain chiraaG-e-aalaadin
(teen ko hameshaa karte aaye saaDhe teen) -2
zaraa naap, zaraa tol, ise looT, use chheen
(ki: arrey chorus: vaah vaah vaah) -2
chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah
chorus: arrey vaah vaah vaah vaah ki: vaah
ki: ey, cheel-cheel chillaa ke kajri sunaaye
jhoom-jhoom kauvaa bhi Dholak bajaaye
(chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah) -4
ki: (ey laToo baaku, aa baaku) -4

ki: (koi mujhe chor kahe, koi kotvaal) -2
kis pe yaqeen karuN, mushkil savaal
(duniyaa mein yaaro hai baDaa hi golmaal) -2
kahin Dhol, kahin pol, seedhi baat, TeDhi chaal
(ki: arrey chorus: vaah vaah vaah) -2
chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah
chorus: arrey vaah vaah vaah vaah ki: vaah
ki: ey, cheel-cheel chillaa ke kajri sunaaye
jhoom-jhoom kauvaa bhi Dholak bajaaye
ki: arrey chorus: vaah vaah vaah ki: vaah
(chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah) -2
chorus: arrey vaah vaah vaah vaah ki: aye
ki: uN uN, baabaa man ki aaNkhen khol


😆

ya kishore da in his bhonpu avtaar , really a grt flick

payalishhh thumbnail
Posted: 18 years ago
#13

Originally posted by: Iron

Any song that has Payal in it is my fav 😉
Bajje payal chum chum hokke bekrarr 😆
Payaliya ho ho ho
😆

😆😆

awww cho chweet, thanks deva 😊

balh_luvr thumbnail
Posted: 18 years ago
#14
abhi bhaiyah as an addition to you honoring Kishorda
i would like to honor:
Mohomadh Rafi Sahabh (greatest singer of all times)
payalishhh thumbnail
Posted: 18 years ago
#15
Many of the songs from the album "Vaada" with Ustad Amjad Ali Khan, Gulzar, Roop Kumar Rathod, and Sadhana Sargam have some amazing lyrics as well.
roy thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail
Posted: 18 years ago
#16

isi baat pe a grt song by kishor da, he was god👏

Aane wala pal jaane wala hai, Aane wala pal jaane wala hai,
ho sake to isme zindagi bita do, pal jo ye jane wala hai,
Aane wala pal jaane wala hai, ho sake to isme zindagi bita do, pal jo ye jane wala hai,

Ek baar yun mili masoom si kali, Ek baar yun mili masoom si kali
ho khilte hue kaha, push-bash main chali, dekha to yahin hai,
dhoondha to nahi hai, pal jo ye jane wala hai
Aane wala pal jaane wala hai, ho sake to isme zindagi bita do, pal jo ye jane wala hai,

Ek baar waqt se, lamha gira kahin, Ek baar waqt se, lamha gira kahin,
wahan dasta mili, lamha kahin nahi, thoda sa hasan ke, thoda sa rula ke,
pal ye bhi jane wala hai,
Aane wala pal jaane wala hai, ho sake to isme zindagi bita do, pal jo ye jane wala hai,
ho ho aane wala pal jaane wala hai, aane wala pal jaane wala hai

ritika24 thumbnail
Posted: 18 years ago
#17
i also liked 'yeh tara woh tara' from swades. It talks about unity.



payalishhh thumbnail
Posted: 18 years ago
#18

Originally posted by: Iron

I love this line
Ek din sapne main dekhi sapni (It is sapni)
Woh jo hai na Lata apni
Lata ga rahi thi
main table pe tha
who mukhde pe thi main antarre main tha


Payal..abhi..rage any one recognizes this song now...what a classical movie...still love it 😆

Golmaal! 😆

payalishhh thumbnail
Posted: 18 years ago
#19

Originally posted by: Iron

kabhi to haar jaya ker 😆

😆😆😆

nahin yeh wala bahuth asaan tha, ive seen golmaal like 9458934689 times so i think every line is imprinted in my memory forever 😆

payalishhh thumbnail
Posted: 18 years ago
#20

Originally posted by: Iron

Which one u have not seen ..u are my guru in this 😆 😆
but i can watch Golmaal and Angoor anytime..such cute comedy with no violence/vulgarity at all...just superb 😆

hahaha agar nahin dekha hai, tho bataaongi kaise? 😆 but im sure ek din aisa hoga, jab mujhe jawaab nahin patta hoga (which is actually njguy's aim 😆)

and yeah those are just classic great family movies 😃

Edited by payalishhh - 18 years ago