warning : its a bakwaas post just made for fun after reading dont throw tamatars on me
chandeena sid aur unka blueeyed abhay ki sachai story
bahut saal pehle ek vampire family tha jisme ek chand : aur unki dharmpatni haseena :
aur unka pyaara sa hot bacha sidharth jungle mein rehte the . ek din jab papa vampire hunting ke liye gaye toh unho nien ek dusra blue eyed bacha(abhay) dekh liye aur chand jab ghar laye toh jai ho pankho waali haseena . use bhi godh liya
aur chand ne bhi dono ko sambhala .
par jab dono bache ladne lage aur jab vampire baap ne yeh dheka tab unhone blue eyed bache ko rakkar dusre ko get out kar diya
bechara siddu itne saal casanova bankar ghoomtha raha
aur itne saal bad jab siddu ka samna apne chinese baap aur unka blue eyed ladla se hua
tab jaag uti revenge aur barbadi ka mamla
ab is kahani ka kya hoga *dhan ta nan(baground music)*
kya hoga maa bete ka samna * aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa*
ab kya hoga to know more tune into pkyek for more action, egyptian dances, radish masala fries and hum dono ek nahin ho sakthe