Sorry My Message Is In English. LOL.. type in Hindi :)
Sorry My Message Is In English. LOL.. type in Hindi :)
Achcha Hindi mein to type karloongi lekin koyi batayega ki mujhe type kya karna haiππ.
hmmm...... pata chala kya type karna haiπ........
Sab log hindi mein type karoππ
Hindi mein baat karni hai na ? Mera naam Ritu hai, main 95 saal ki ladki hu. main India Forum ki sadasya hu. Mere yaha bahut saare dost hai. Mujhe Purab accha lagta hai aur Armaan ka khoon karne ka man karta hai. Armaan ko jassi ke saath Mangal graha par bhej dene ka man karta hai.
Main hi bolti jaaaoo kya tum log bhi to kuch bolo
Lagta hai aaj phir misha aur uski bahen mein teesra vishwa mahayudh hone wala hai π
comment:
p_commentcount