Posted:
please tell me agar gauher chali gai is week us k bad kamiya and pratiusha and ajaz b chala gaya to kiya arman tanisha andy sofia eilly and sangram friends rahen gay? ek dosre ko nominate nahi karen gay akhir me jab 3 ya 4 bachayen gay wo sab ek dosre ko nominate karen gay phir in ki so called friendship kahan jaye gi????????? acha hai gauher chali jaye us ki insult kar rahe sab us ko akela kar diya hai sab ne. tanisha ne aisa game khela hai wo kisi ko nazar nahi ata???????game nahi ganda game.
and one more thing agar akhir me tanisha arman and eilly andy bach gay to yeh sab apna name de k evict ho jayen gay takay arman jeet jaye???????????
arman ka game dekh lo wo saaf kahta hai tanisha ko mujhe nominate kar do har jagha pics me b tanisha he arman k pechay pari hoie hai hath rakha hoa hai us ki legs pe us k senay pe baten dekhlo us ki dosron pe ungli utha rahi k sab bitching kar rahe us chakar me wo khud bitching kar rahi lol .