JODHA AKBAR EK NAYI KAHANI

msbhattacharya thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
#1

CHAPTER 3

HIRA KE GHAR IDHAR NIMANTRAN AYA HAI USKE KAKA SAA RAMKISHAN SING KI KANYA VINODINI KA VIVAH HONE WALA HAI SURYAKANTI RATHOR KE SAATH JO AMER KE NIVASI HAI. YE NIOTA DEKH KAR HIRA KE PITA CHINTIT HO JATE HAI . WO APNI PEHELI PATNI JINKA NAAM SE KEHETE HAI KI SAAB AGRA JANE KO PRASTUT HO KYUKI WAHI UNKE BHAI RAHETE HAI .

USI RAAT HO HIRA APNE GHAR KE BAGAN KE PICHE KISISE MILNE AYI HAI RAAT KA SMAYA HAI SAAB SO RAHE HAI HIRA EK BARGAT KE PER KE NICHE KHARI HAI TABHI WAHA KOI ATA HAI AUR PICHE SE HIRA KA NAAM LETA HAI

Hira- kitni der lagadi hum kaab se thari rah dekh rahe hai . baat karni hai thare se .

Dusra insaan- janta hu are aaj hi lauta hu agra se bahat acha raha iss baar kaafi chitra bike mare . Thara jo chitra banaya thaw o bhi bika aur pata hai kisne liya use?

Hira - gusse me . kya mare lakh mana karne par bhi thane mara chitra banaya? Aur use becha bhi ja main thare se naraj hu baat na karungi thare se ja rahi hu yaha se .

Dusra insaan - are naraj kyu hoti hai kya batane ayi thi wo to bata de itni durse jo ayah u thare paas uska to lihaj kar.

Hira- muskurakar thik hai bata deti hu . kaal main aur mara parivar agra ja rahe hai . mare behen ka vivah hai

Dusra insaan- thari behen pare thare to bhai hai na

Hira- O ho panchanan ye mere chaha saa ki beti ka vivah hai .

Panchanan- ha aab bahat jaldi maa saa aur bapu saa se humari baat bhi karni paregi warna thara viah kahi aur ho gaya to.

Hira- mara viha thare saath hi hona hai warna aab taak ho gaya hota . acha abhi main jau kisis ne dekh liya to gajab ho jawego.

Panchanan - acha ja par jaldi lautna

Hira- jate hue ha aur tu apna khayal rakhna mare piche . Ye kehekar wo chali jati hai.

AGLE DIN SUBHA HIRA AGRA JANE SE PEHELE MANDIR JANEKI ANUMATI CHAHATI HAI APNE PITA SE

Hira - bapu main jau mandir . agra ja kar to kuch diin ja na paungi

Hari- ja par bitia us thali me kya hai jot u dhak kar le ja rahi hai .

Hira- bapusaa wo kishan ji ke gehene chori ho gaye thr na to hum mandir me ye gehene dene ja rahe hai.

TABHI WAHA KALAWATI ATI HAI YE HIRA KI JANAM DENE WALI MAA HAI PAR HIRA KO PASAND NAHI KARTI KYUKI UNHE BETA CHAHIYE THA PAR HIRA KE BAAD UNKE KOI AULAD NAHI HUI AUR UNHE LAGTA HAI KE VISHNU PRIYA KO HARI ISI LIYE CHAHATI HAI KYUKI UNHONE BETO KO JANAM DIYA HAI .

Kalawati- wah wah maharani saa ye jo aap gehene luta rahi hai na kishan ji par ye aap ke bapu sha ko aise hi nahi mile aap ka viah karwane ke liye unhone jama kiya hai . waise bhi aap ka vivah to hoga nahi ye gehene to chor de.

Hari- kaisis baat karti hai kala thik hi to kehe rahi hai bhagwan ko gehene charhane ka bhag saab ka nahi hota. Beti tu ja kishan ji ne chaha to aur gehene banwa lunga thare liye.

Hira- thik hai bapu saa main chalti hu warna der ho jawegi. Acha maa

Kalavati- Koi khajana laga hai thare haat joy u gehene luta diye.

Hari- koi galat kaam to na kar rahi hai mari beti jo use raku daan kar rahi acha hai

Kalavati- thik hai jo chae karo maari suntan hi kaun hai is ghar me .

UDHAR AGRA ME MINA BAZAR KI TAYIYARIYA ZOROR PAR HAI MELE KE KAREEB CHAY MAHINE BAAD MINA BAZAR LAGNE WALA HAI. YE KUCH HI DIN HAI JAAB HARAM KI AURTO KO MEHEL SE BAHAR KI DUNIYA DEKHNE KO MILTI HAI AUR WO APNE CHIZO KE SAATH APNA KHEMA LAGATI HAI JAHA BECHNE WALE BHI AURTE AUR KHARIDAR BHI AURTE . AGRA KE HAAR TABKE AUR MAZHAB SE AURTE ATI HAI YAHA . YAHA SEHENSHA BHI ATE HAI PAR SIRF EK DIN AUR WO DIN MINA BAZAR KI RAUNAK HI KUCH AUR HOTI HAI

Jalal subha apni talwar bazi ka riaz kar kar raha hai tabhi waha sarifuddin tae hai. Sarifudin jalal ke subedar bhi hai aur unki behen bakshi bano begam ke sahar bhi. Bakshi bano ke pehele pati ke intekaal ke baad jala ne un dono ka nikah karwaya tha .

Sarifuddin- Sehensha ka ikbaalbuland ho . adab huzur

Jala- talwar chalate hue kaho sarifuddin kya khabar laye ho? Ye kahekar wo sarifuddin ko talwar uthaneka ishara karte hai . sarifuddin bhi utha kar sehensha ke saath rewaz me joot jate hai

Sarif- Sehesha mughliya saltanat ke wafadaro ne khabar di hai.

Jalal- uske daine taraf se ate hue ek war ko bacha kar . kya khabar hai?

Ssarif- sehesha ke waar se do peyer piche ja kar phir age ate hai aur unki talwar sehensha se takrati hai. Huzur rajputane se koi khabri agraa anew ala hai aur bahat jald raajpootana humare khilaf jung ka ayelan karne wala hai.

Jalal- sarifuddin ki talwar pe sidha war karke . bahat khoob ye hui na baat humare abba huzur ka sapna tha ki raajpootana aur pure hindustaan me mughliya saltanat ka parcham pheraya jay. Hume wo sapna pura karna tha bus manzil nahi dikh rahi thi . par akhir hume khooda ne rata dikha hi diya. Itne me sarifuddin sehesha ka kiya war rokne jate hai aur sehensha ko choot lagjati hai.

Sarif- talwar phek kar hume maaf kar dijiye huzur

Jalal- koi baat nahi chot hi jeet ko tarash ti hai . tum tayiyari karo bahat jald hum raajpotane ki or kuch karemge. Aab dekhna ye hai ki kaunsi saltana ye himmat karti hai

Sarif- jaisa aap ka hukm . iske baad srif uddin sehesha ko slam karke chale jate hai aur sehesha haram ki or jate hai tabhi unki mulakat maham anga se hoti hai. Maham Anga jala ki dai maa hai par wo unhe apni maa se bhi bara mante hai tabhi to wo unhe bari ammi kehete hai .

Maham- ye aap ke haat ko kya hua jala?

Jalal- Kuch nahi bari ammi bus chota sa zakham hai aur samsheer ke riaz ke waqt khyar aap yaha koi khas baat?

Maham- nahi bus hum mina bazaar ki tayiyariya dekh rahe hai kaal se jo ye bazaar lagne wala hai

Jalal- Ha bari ammi minsabazar sari aurto ka lagta hua khema unka hume rijhane ki koshis aur humari nazar ke liye unka sajhna sawarna ye saab kuch hume bahat pasand hai

Maham- Aur haar baar aap koi nayi ladfki le tae hai jo aap ke haram ki shan banti hai.

Jala- Hum kya kare hume apne charo taraf khoobsurti pasand hai aur hum ksisko zabar dasti agra ke kile me nahi late hai . Wo ladkiya khood hi apni marzi se humare saath ati hai

Maham- be shak jala apki ek nazar pane ke liye aur mughliya sltanat ka luft uthaneke liye koi bhi aurat kuch bhi karegi. Wase iss mina bazaar ki ek aur dil chasb baat hai

Jala- aap rukayiya ke kheme ki baat kaar rahi hai na?

Maham- ha jalal har bar unke paas kuch khas hota hai pesh karneke liye dekhte hai iss baar kya khas hoga.

Jala- hume bhi uski ka intezar hai bari ammi.

Maham- aab chaliye aap ko marham laga de warna jakhm nasur baan jayega

Jala- chailye bari ammi.


Related Topics

Jodha Akbar thumbnail

Posted by: ParijatDeewani · 3 months ago

Hey y'all! I've created this thread so that you'll can easily access all the Akdha Vms in one place. Please feel free to add to the list. 1....

Expand ▼
Jodha Akbar thumbnail

Posted by: Swissgerman · 6 years ago

Jodha Akbar FF : --- Who loves Him Most (M) --- Link to my other threads Thread 1 Thread 2 - Thread 3 :::::Thread 4::::...

Expand ▼
Jodha Akbar thumbnail

Posted by: Swissgerman · 9 years ago

... Shahzada Of Her Dreams ... ::::::::::::::::::::::::::::::::Index::::::::::::::::::::::::::::::: Chapter-1.....The beginning Chapter-2:...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".