Posted:
Kiss se zyaada aisa nahi lag raha ki apoorva ke kaan kutar rahi hai 😆
din bhar mental assault karti hai by talking talknig and talking..and shaam mein physical assault 😆
no wonder pati dev ko kuch bhi detail mein samajh nahi aata except for what biwi says 😆.. ab kaan bache hi aadhe hai to kya karein! 😛🤣