Posted:
now mohan is stting on swing wondering lost deep in his thoughts
now megha comes
mohan asks "sach batao kay nanhi tumhari beti hain "
megha says "matlab kya hain tumhara'
mohan says "tumne haa kehte kehte kitna time le diya aur maine kitne papad bele the aur nanhi ne to beera ko aise hi haan keh diya "
megha says "sahi kahan woh meri nahi tumhari beti hain sab kuch tumhari tarah hi karna hain aur pyaar bhi tumhari tarah phataphat "
megha says "tum itne pareshan kyu hoon har beti ki shaadi hoti aur har papa ko beti ko vida karna padta hain to tum bhi taiyar ho jao "
mohan muttering to himself "yaar kaise batao mera case alag hain meri to khudh ki sr nahi hui phir bhi teen teen bache hogaye aur lo ab to beti ki shaadi ka time bhi aagaya main duniya kya sabse unique papa "
megha says "kya kaha tumne "
mohan says "kuch nahi main samaj ta hoon par mujhe dukh is bat ka hain maine apne kimti barah saal ga
wah diye jise main nanhi ke saath uski zindagi main hissa ho sakta tha aur ab mauka mila hain to use vida karne ka waqt bhi aa gaya '
megha says "koi nahi jitne samay hain karlo uske saath aur hum beti ko saath main bada karne ka saubhagiya rj ke saath pura kar lenge "
noe both of them smile
and megha puts her hand on mohans shoulder and sleep