Posted:
pata nahin yeh nakli addu ka drama kab khatam hoga...kahin munna (fake addu) vyas family ke saath attached na ho jaye...munna apni daadi ko kaafi yaad karta hai ..tabhi woh jiji bua mein daadi ko dekhta hai ... but real addu ka in sab ke peeche motive kya hai...aur woh itna heartless ho chuka hai munna (fake addu) ki daadi ke emotion ke saath khel raha hai unka nakli munna bankar..addu ko season 1 se hi thoda negative dikhaya gaya hai ...bahut confusing hota ja raha hai ...ab yeh confusion khatam hona chaye..its seriously getting on my nerves now