Posted:
ðŸ˜...Darr to mujhe b tha iss duniya ka,,,,
mgr, mahobaat ko khone se darta rha ...
nafrat barr di logo ne mere liye uske dil mein...,
iske bawjood b main pyaar usse hi karta rha...

...
ik chota sa dilaasa dekar thaama tha usne haath mera,,,,,
aur,,,,,main b pagal uski harr baat mein haami barta rha...
kise pta tha ki yeh manzar dekhne ko milega ?
main to dil ki harr dharkan mein naam usi ka barta rha ...
woh thoda thoda hi sahi, mgr mujhse judha hai ab..,,,,,,
main to usi ki chahat mein ghar karta rha...
usne bna lia aashiyaana apna logo ki mehfil mein,,,,,,
main use paane k liye saari duniya se ladta rha...
chahti KUDRAT to mujhe maut de sakti thi ,,,,,,,
mgr maut b uska kya kare jo pal pal " mahobaat k liye marta rha...
******************************************
made by PANKAJ HANDOO