hi how r u?
Guyz ye gana aisa hai jo angad, kanan aur kripa 1 doosre ke liye ga sakte hai.
ye first line angad kanan ke liye ga sakta hai
hume aur jine ki chahat na hoti, agar tum na hote agar tum na hote
hume jo tumhara sahara na milta, bhawar me hi rahte kinara na milta
kinare me bhi to laher aa dooboti, agar tum na hote agar tum na hote
ye line kanan angad ke liye ga sakti hai
tumhe kya batau ke tum mere kya ho, mere zindagi ka tumhi aasara ho
main aasha ki ladiya na reh reh biroti, agar tum na hote agar tum na hote
kripa angad ke liye ye gati
har 1 gum tumhara sahenge khushi se, karenge na shikwa kabhi bhi
kisise
jahan mujh pe hasnta, khushi mujhpe roti, agar tum na hote agar tum na hote
waise ye gana nishant bhi kripa ke liye ga sakta hai........