aaj ka episode . arnav pe itna gussa a raha hai ki uske age shyam hi better hai.
are koi ithna kisi ko besahara kartha hai kya. khushi ko sabke samne akela chodkar asr apne kamare main jake darvasa band kar diya. aur khushi aaj asr ke vache se usne apna parivar, sbka pyar sab kuch kho diya.
asr ka kya hai? anjali poochthi hai ki aap khushiji? aap aisa kaisa kar sakthi hai. are jaake apne chote se tho pooch. jab chote haath nahin laga tho sirf khushi mili sabko blame karne ke liye?
asr ka kuch nahin gaya. bus di ne kaha aur mene shadi kar di. whats the big deal?
aur khushi uska issath, vajuth, uski jiji ki shadi sabkuch daav par laga diya.
i realy hate u arnav.
456