Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 19 Aug 2025 EDT
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 20 Aug 2025 EDT
DAHII HANDI 19.8
Shradhanjali to Mr Anshuman Raizada
Disaster Monday: War 2 falls 75% to Rs. 6 cr, shows cancelled
Back to the pavilion when??
IMMORAL CRINGE 20.8
Did i heard right ???????
Faissal Khan's Shocking Revelations
Savage Katrina!!
KJO To Return In 2026 With Classic Hindi Cinema
Aishwarya Rai Bachchan in a new advertisement for #Loreal
I find it unprofessional
So the roles are officially switched…
Rashmika Mandanna & Vijay Devarakonda India Day New York parade
Wonderful update dear
loved our innocent Nupur- she us really very cute
and mayank is a true gentle mn- the way he took care our nups was just outstanding
my heart ached when nups said - tum mujhe marogi kya...???
how cruel they were...!!!
wanna read more and more
loved this ff
try to upatesoon
Originally posted by: SHILPA-CUTE
great part count soon 😛
yes mayank is prfect gentleman but also he had made a mistakeOriginally posted by: princez_94
Lovely update, I love Nupur's innocence...& Mayank being the perfect gentlemen, showing her the world.. For the very first time..
& theone MN scene was awesome, Nupur's past was very painful.. I feel bad for her, but Mayank is here for her now. So everything is fine now...Lovely update, continue soon...
here is my next part hope you like it i tried my level best to make it better if not good sorry
Part7
Nupur was looking damn gorgeous seeing her mayanks heart skips a beat. He controls himself
M-chale
N-haan
Mayank takes her to beauty parlour for her makeover
They were using machines which created tension in her .He was reading magazine sitting outside
She runs to him hugs him this is their first hug in his life so he becomes speechless and hugs her back he doesn't want to leave her on the other side she is crying.
N-mayank mujhe yehaan se le chalo mujhe bahut darr lag raha hain
(he get backs to his senses)
M-nupur kya hua tum ro kyun rahi ho
N-woh log pata nahin kya kar rahe hain mujhe bahut darr lag raha hain
He breaks the hug cups her face
She is crying he wipes her tears
M- nupur tum rona band karo aur meri baat suno tum darr kyun rahi ho main hun na tumhare saath mujh par barosa hain na
(she nods her head)
M-ab uske saath chalo woh log kuch nahin karenge
N-tum bhi chalo mere saath
M-par nupur main kaise chal sakta hun
N-agar tum nahin aaye toh main andar nahin jaongi
(he goes with her inside the people in beauty parlour laugh for her behavior but mayank gives a angry look at them they stop laughing)
Later they come out from there,in the car he is continuously staring at her but she is busy looking outside
M-Nupur kya zaroorat thi itni si baat pe rone ki
(she is not listening he pats her)
M-tum ro kyun rahi thi jaise woh log koi shaitaan ho
N-main darr gayi thi woh sab dekh kar
M-darr kis baat ki main hoon na tumhare saath
(she is silent he moves hands in front of her)
M-kya hua kya soch rahi ho
N-kuch nahin
M-kuch toh hain bolo kya hua hain
N-mujhe bahut bhuk lag rahi hain
(he starts laughing)
M-itni si baat batane ke liye itna soch rahi ho acha tik hain pehle kuch kaa lete hain phir shopping
(she looks questioningly)
M-mera matlab hain tumhare kapde kareedne chalenge kuch bhi karoon ya na karoon par pehle tumhein English sikana bahut zaroori hain warna baatein kam karogi matlab zyada poochogi
(he takes her to restaurant)
M-acha bolo kya kaogi gunjan kehti hain yeha pe noodles bahut tasty hain hum bhi ek bar try karke dekhenge
N-noodles
M-mujhe lagta hain mujhe ek dictionary saath lekar ghumna padega
(he orders noodles she is looking at them differently)
M-ab aise kya dekh rahi ho jaldi se khalo warna late sorry der ho jayega
N-yeh kya hain isse karte kya hain
M-ise noodles kehte hain aur ise khate hain
N-kaise khate hain (she lifts one of it and looks at it like that only )
(he cant control his laughter seeing her expression)
M-ise haat se nahin aise khate hain spoke se (he shows her how to eat)
(she tries but cant eat)
N-nahin aaraha haat se kha sakti hoon kya
(he looks at her innocence)
M-tumhein jaise khana hain khao par jaldi
(she starts eating with hand and he also tries with hand)
N-tum bhi tumhein bhi nahin aata(she smiles)
M-aata hain par main tumhein company de raha hun
N-company
M-mera malab hain saath(he beats his head)you are impossible
(he realizes what he said)
M-meri maa ab please matlab mat pucho
(they reach out but still now gunjan and sam has not come so he decides to start the shopping)
(he asks shop boy to put all the dresses in front of them)
M-nupur tumhein jo jo pasand aaye le lena
N-yeh waala acha hain
M-mujhe nahin pata tha tumhari pasand itni achi hain
(she selects some ten dresses )
(he takes her to almost 10 shops )
(the car is filled with those packets)
(then he takes her to buy some sarees )
(he buys sarees also in equal quantity all selected by nupur)
(then they go to jewellry shop)
He finds a beautiful ring
M-maine nupur ko aaj tak koi gift nahin diya yeh acha rahega agar engagement hoti toh tab deta tha
(he takes the ring and puts it on her finger)
(they were showing some necklace designs but she was looking somewhere else)
M-nupur yeh waala acha hain na
(she doesn't respond)
(he moves her hand in front of her)
M-kya hua kahaan kho gayi ho(he sees her looking at a beautiful pendant)
M-tumhein woh chahiye
N-haan
(he asks the shop person for the pendant but he says its already booked)
M-ek aur piece nahin hain kya
Boy-nahin sir
M-kisne khareeda hain
(he shows the person mayank goes to him)
(he is fifty year old uncle)
M-hi uncle I am mayank
(he looks at him questioningly )
M-aap mujhe nahin jaante hain naahin main aapko par ek bahut badi problem ho gayi hain
Man-kaisi problem
M-woh ladki dekh rahe hain pink saare main she is my wife nupur hamaari nayi nayi shaadhi hui hain
Man-toh main kya karoon
M-actually usne shaadhi ke baad pehli baar mujhse ek gift maanga hain aur main use woh gift nahin de paonga aapki wajah se
Man-maine kya kiya
M-usne jo gift maanga hain use aap already book kar chuke hain woh pendant aur aap jaante hi honge ki agar husband apni wife ko uska favourite gift nahin dega toh uska kya haal hota hain
Man-main tumhara pain samaj sakta hun actually mere saath bhi aisa hi hua maine meri wife ko uska favourite gift nahin diya aur uske liye woh mujhse aaj bhi ladti hain tik hain tum woh gift lelo
(mayank kisses his cheek)
M-thanks uncle thanks a lot aur iske liye mujhe bhi aapko kuch dena padega
(he gives a beautiful necklace)
M-aunty ke liye ise dekhne ke baad aunty ka saara gussa chala jayega
Man-par main yeh kaise le sakta hun
M-uncle aap mana nahin kar sakte us gift ke badle return gift aap lenge toh mujhe acha lagega please
Man-acha teek hain
(he takes the pendant and puts it in nupurs neck )
M-ab khush
(she smiles)
Man-tum dono ki jodi bahut achi hain hamesha aise hi raho
M-thanks uncle
Man-thanks to you too beta
(this is not the old mayank he never done anything like this anytime in his life it was sam who always does such things mayank always behaved as a matured guy )
They complete whole shopping and come out
(after shopping while they were going back to home it was raining nupur put her hands out in happiness he stops the car)
M-tumhein baarish acha lagta hain kya
(she nods saying yes)
M-toh tik hain baahar chalo
(they get down from the car she was very happy playing in the rain)
(this was the first time she was smiling whole heartedly and this happiness on her face bought a smile on his face, he himself doesn't know why but he feels like doing anything for making her happy)
They reach home
All of them were busy chatting
M-tum dono kaha teh dono ka phone switch off aa raha tha
G-mayank meri cell ki battery down hui thi
M-aur sam tere cell ko kya hua
S-mujhse nahin madam se poochiye
G-maine gusse main sam ka cell thod diya par saari galti iski hain
Flashback
Gunjan gave all files to benia and explained them
G-ok ab main chalti hun warna late ho jayega
(she reaches outside)
(sam stops the car in front of her)
S-expect bhi mat karna ki door kholke baitne ke liye kahoonga
G-mujhe chahiye bhi nahin
S-agar bhaiya ne nahin kahaan hota toh is waqt koi khubsoorat ladki mere baaju baiti hoti par bad time tumhare saath jaana pad raha hain
G-mujhe bhi tumhare saath jaane main koi interest nahin hain par mayank ke liye tumhein bare kar rahi hun aur kya girlfriends ki baat kar rahe ho bhul gaye subah uncle ne kya kahaan
S-samrat sharma wohi karta hain jo use pasand hain
G-mujhe tumhare saath ladne main bilkul interest nahin hain ab chalne ka iraada hain ya nahin
(he starts the car in the middle car stops)
G-tumne gaadi kyun rokha
S-rokha nahin rukh gaya ise kehte hain iron leg tumne paon rakha aur meri gaadi band ho gayi
G-tumhein toh main
(she takes his cell and throws it out in anger)
S-tumne mera cell kyun thoda
G-tumne mujhe iron leg kyun kahaan
S-nautanki
G-monkey
Shilpa-tum dono bhagwan ke liye shant ho jao aur uski chod tum dono bheeg kar kyun aaye
M-woh mom baarish gir rahi thi
Shilpa-jaanti hun par tum dono bheege kyun tujhe toh baarish se bahut allergy hain gunjan pe toh hamesha barasta hain baarish main bheegne ke liye toh aaj kaise
M-mom pehle hum dress change karte hain is bare main baad main baat karenge
Shilpa-nahin pehle tum meri question ka answer do
M-nupur zid kar rahi thi
N-mayank ne hi gaadi rokha tha
M(to himself)-nupur ki wajah se aaj main zaroor fasoonga
M-ramu kaka car se packets lekar aaiye aur gunjan please tum use nupur ke wardrobe main lagaane main nupur ki help karna main abhi aaya
(he escapes from there shilpa smiles nupur is looking at them confusingly)
Shilpa-ab aise kya dekh rahi ho jaake kapde badlo warna bimaar pad jaogi
(gunjan goes with nupur to help her )
G-nupur ye sab tumne pasand kiya
N-haan
G-tumhari taste toh bahut achi hain
(shilpa comes there)
Shilpa-tum dono baatein kam karo aur kaam jaldi complete karo (he looks at the room filled with dresses and sarees)yeh mayank bhi na lagta hain puri shop uta ke laaya
(gunjan smiles she finds the ring in nupurs finger)
G-kitna pyaara hain
N-mayank ne pehnaaya haim
(shilpa and gunjan look at each other and smile)
Shilpa looks at nupur upto down she kisses her forehead
Shilpa-ab achi lag rahi ho
G-haan aunty kal tak patient ki tarah lag rahi thi ab mayank ki wife ki tarah dik rahi hain, aur haan nupur kal hum dono baahar challenge baaki shopping jo hain kal karlenge
In the night mayank comes inside he is angry at nupur
M-tumne sab ke saamne kyun kahaan ki maine hi gaadi rokha
N-tumne jooth kyun bola
M-kabhi kabhi bolna padta hain warna sab meri class lete bolke bhi kya faida tumne toh sab kuch clear kiya
(she is silent)
M-ab chup kyun ho jab nahin bolna hain tab bolti ho aur ab chup chap bait jaati ho actually meri hi galti hain mujhe lagaa tumhein baarish main bheegne ka mann kar raha hoga isiliye gaadi rokha aur tumne sab ke saamne mera pol kol diya
(she was almost in crying stage he sees)
M-i am sorry please rona shuru mat karo
(when anyone says not to cry human nature tears comes out)
(he wipes her tears )
M-sorry kahaana please rona band karo tum rone lagogi toh mujhe acha nahin lagega
(she stops crying)
M-that's like my nupur ab so jao
(she sleeps he moves hand over her hair she catches his hand)
(in the morning he sees her sleeping peacefully and kisses her cheek)
After sometime mayank takes bath and comes out nupur was sneezing badly
M-kya hua cheek kyun rahin ho
(shilpa comes there)
Shilpa-baarish main bheegne ki wajah se (she gives tablet to nupur)
Shilpa-tu chota bacha hain kya khud bhi bheega aur nupur ko bhi apne saath bheegne diya
M-mom
Shilpa-kya mom dekh rahi hun aaj kal tu bhi samrat ki tarah ban raha hain
(shilpa asks nupur to take rest and leaves)
M-sab kuch tumhari wajah se
N-maine kya kiya
M-galti meri hi hain tumhari help karne nikla aur khud fas gaya ab mujhe kya dekh rahi ho thodi der aaram karo
(he waits until she sleeps then leaves to office)
In the evening gunjan takes her out and does the remaining shopping
Everything was going smoothly and now all come home as soon as they complete their work even sam not because of sanjay's words but they want to spend time with nupur there favorite doll
Shilpa thought that Nupur was feeling bored so she asked her to join her in the kitchen she gives nupur vegetables and asks her to remove the peel
Nupur was doing gunjan comes there and sits with her .She was cutting the vegetables and also helping nupur.Nupur completes all vegetables and now there are some tomatoes and eggs
G-indono ko chodo
N-par kyun
G-kyunki tomatoes aur eggs ka peel nahin nikal sakte
N-kyun nahin nikal sakte
G-tumhein kaise samjao nahin nikal sakte matlab nahin nikal sakte
(nupur was arguing gunjan catches her head)
G-hey bhagwan is ladki ka main kya karoon
(just then gang comes there)
M-kya hua gunjan sar pakad ke kyun baiti ho
G-dekho na mayank kabse keh rahi hun egg ka peel nahin nikal sakte samaj hi nahin rahi hain
S-saaf saaf kaho tumhein samjaane nahin aata
G-oh really tumhein aata hain na toh samjao
S-mujhe dekho aur kuch seeko bhabhi dekho egg ka peel nahin nikalte ise aise break karte hain (he beats egg to gunjan's head and puts it in bowl)
Gunjan looks at him in anger but burst out laughing
Not only she all others burst out laughing even shilpa comes there and laughs
Actually hua yeh ki nupur sam ko perfectly follow kar rahi thi aur usne egg sam ke sar par hi phod diya
(his face was filled with egg he himself was shocked with nupur's reaction)
G-nupur good job keep it up
S(shouts)-just shutup guys (he leaves from there in anger)
Nupur gets tears seeing sam shouting and mayank sees that(he goes near her she hugs him and starts crying)
(he wipes her tears)
M-nupur tum ro kyun rahi ho
N-maine jaan buz kar nahin kiya
(seeing their doll crying everyones smile vanishes)
G-nupur tum bhi na itna acha kaam kiya aur ro rahi ho tum sam se darti ho actually main toh soch rahi thi tumhein treat doon
N-treat matlab
Gunjan and mayank look at each other
Gunjan beats her head
G-budhu
Sam comes there after washing his face
G-sam tum main akal naam ki cheez hain ya nahin tum ne meri pyari behen ko rulaya
(sam catches his ears )
S-sorry bhabhi main toh mazaak kar raha tha
Shilpa-ab khush hona
M-ab toh haso
(she smiles)
G-nupur aaj mujhe tum par garv hain tumhari wajah se maine sam ko maafi maangte hue dekha hain warna yeh toh hamesha sabko tang karta hain
S-hello miss nautanki over acting band karo
G-tumne mujhe nautanki kahaan khadoos kahin ka
S-nakchadi
G-bandar
(nupur was observing them mayank pats her)
M-in dono ko itne concentration ke saath mat dekho warna tum mujhse ladna shuru karogi
sajan ss
link is:
https://www.indiaforums.com/forum/post/43168092
https://www.indiaforums.com/forum/post/43085064