part 33
They reach morena. They are given a grand welcome as everyone has seen them after three years all their relatives and friends visit listening to their marriage news
bui is angry with gunur. She is sitting silently in her room
they go from back hug her and shout bui
B-yehaan kyun aaye ho tum dono ko ab meri kya zaroorat hain bahut badi ho gayi ho isiliye apne zindagi ke baare main khud faisle kar rahe ho mujhse bina pooche itna bada faisla kar liya
(both catch their ears)
N-bui please humein maaf kijiye aap humse rootenge to humein acha nahin lagega
G-ab bus kuch dino ke liye aap ke saath rahenge agar aap rut jayengi toh hamara yeha aake kya faida
N-humne socha yeh kuch din hum aapke saath bitayenge isiliye humne do mahino ki chuti lekar yeha aaye par aap
B-bas bahut ho gaya tum dono ne shehar main reh kar baatein banana ache se seekha hain tum dono ko ache se pata hain ki main tum dono se jyada der naaraz nahi reh sakti
Ba-acha hua tumne in dono ko maaf kardiya warna yeh dono rone ke liye bhi tayyar hoti
B-maine inhein maaf kardiya iska matlab yeh nahin main shaadi ke liye raazi ho gayi pehle ladko se milne ke baad bolungi
Gunur-jaise aap chahengi waisa hi hoga
(angad and suraj come to know about marriage and are shocked to listen to the news )
Angad is adhiraj's cousin. He is nupurs best friend he likes nupur a lot when nupur leaves to Mumbai he realizes he loves her but by then only her marriage was fixed with adhiraj he left to US. After that marriage was cancelled he wanted to tell to nupur about his feelings but he never got opportunity to meet her face to face today she is in front of him but he cant express his feelings
On the other side suraj told his parents about gunjan. Suraj is gunurs father's cousin's son. Bauji treats surajs mother as his own sister. suraj and gunjan are also best friends he told his family about gunjan but by the they talk to bui , bui informs them about gunjans engagement
After 5 years suraj and angad have met their first love but now they are not the previous gunur they have changed their life style has changed and now they are going to leave forever so they decide to part from them as their good old friends so they hide their feelings and try to behave normal.
Gunur are chatting with friends they both come
A-hi madam kya baat hain aaj bahut achi lag rahi ho
N-itne dino ke baad yaad aaya mujhe tumse baat nahin karni mujhe bina bataye US chalegaye tumhein dosto ka value nahin hain
A-tumhein toh bahut value hain isiliye bina bataye ladka dundliya
Su-right yaar khud toh hamesha hamesha ke liye jaane ka plan banaya aur tumse lad rahi hain
G-tum kyun beech main bol rahe ho
Su-tum kyun apni di ka side le rahi ho aur waise bhi tumse baat karna waste hain sab ki lovestories se karte karte khud ke liye bhi ladka dund liya aur mujhse poocha bhi nahin waise us badnaseeb ka naam kya hain jisne tumse pyar kiya
G-hum nahin batayenge uske baare main
A-kyun nahin bataogi humein bhi toh pata chale ki tum dono ki taste kaise hain
N-kyun tum karoge uske baare main jaankar tum batao apni girlfriend ke baare main tab hum batayenge
A-hum tumhare jitna fast nahin hain meri koi girlfriend nahin hain
N-tum dono se baat karna bevakufi hain chal gunjan
in the night at dinner angad and suraj also join them as bauji forces them to stay for dinner
N-angad tumhein sach main koi ladki nahin mili yakeen nahin hota yeha peto tum har ladki ke saath flirt karte ho
A-mili par isse pehle ki batata uska engagement ho gaya
N-shaadi toh nahin hua na try karo kya problem hain
A-woh tum hi ho(she splits water from her mouth he starts laughing)mazak kar raha tha
N-(she beats him)tumne toh meri jaan nikaal di
A-waise nupur koi aake tumse yeh kahe ki woh tumse pyar karta hain kya karogi
N-main kuch nahin kahoongi mayank use jaan se maar dalega
A-itna barosa hain us par
N-usse miloge na tab tum bhi yehi kahoge
A(to himself)-use toh main dekh loonga mere life ka sabse bada villain
N-kuch kahaan
A-kuch nahin
Su-tumhein kya hua aise chup chap kyun baiti ho
neha-lagta hain samrat ke baare main soch rahi hain
(suraj gets angry)
G-aisa kuch nahin hain main bas khana kaa rahi hun
neha-waise tu toh hamare morena ke ladko ki love guru thi s
N-is mamle woh gunjan se 2 kadam aage hain flirt karna uski sabse favorite hobby hain
Su-itna flirt karta hain toh zaroor bahut saari girlfriends hongi
G-samrat ne mere liye ladkiyon se baat karna bhi chod diya
Su-usne jooth kahaan hoga
G-tum mere samrat ko nahin jaante main jaa rahi hoon bye
N-main bhi jaa rahi hoon tum dono se baat karna bekhar hain
(outside angad and suraj)
Su-i think is samrat ke bache se milna padega uski wajah se aaj gunjan mere saath nahin hain
A-tension mat lo yaar shaadhi abhi hui nahin hain is se pehle kuch bhi ho sakta hain humein itni aasani se haar nahin maanna chahiye
Su-shayad tum tik keh rahe ho lets see par hamare paas sirf do mahine hain kuch bhi karne ke liye
A-do mahine bahut hain mayank sharma main bhi dekhta hun tum itni aasani se meri nupur ko apni nupur kaise banaoge
(mayank was eating he gets cough shilpa gives him water)
Sanjay-lagta hain koi yaad kar raha hain
Shilpa-aur kaun yaad karega
M-use utna scene nahin subah se ab tak call bhi nahin kiya
(his cell rings)
Sh-kaha tha na
(he goes inside to talk)
N-hi mayank kya kar rahe ho
M-tumse baat karna bekaar hain jaate waqt kya kahaan every hour call karoongi aur ab subah se ek baar bhi call nahin kiya tumhein jab main saamne rehta hoon meri parvah nahin hain ab itne dur rahogi toh meri kya parvah karogi ab chup kyun ho
N-kuch nahin mere turn ka wait kar rahi
M-you are just too much
N-yeh mujhe kehna chahiye
M-tumne ladne ke liye call kiya
N-ladai maine nahin tumne shuru kiya main dekh rahi hoon jabse US se laute ho bahut sadu hogaye ho jab dekho mujhse ladte rahte rehte ho kahin over confidence toh nahin hain ki ab chahein kuch bhi ho jaaye main tumse hi shaadi karoongi
M-wahin samjo kyun shaadhi nahin karogi kya
N-shaadi toh tumse hi karoongi par agar jyada natak kiya na toh tumhein kaise tik karna hain mujhe ache se pata hain
M-kya karogi
N-naahi call karoongi naahi tumhara call utaongi
M-acha teek hain sorry ab gussa chodo
N-thats like my mayu acha bolo kya kar rahe ho
M-tumhein miss kar raha hoon
N-uske alawa aaj tumhara office kaisa raha
M-not so interesting bas tik tha (dey keep on chatting till late night)
gunjan receives sams call
G-tumne call kiya tabiyet toh theek hain
S-tumne call nahin kiya isiliye mujhe karna pada
G-tum busy rehte ho na mujhe laga meri wajah se tumhein disturb hogi
S-tum call karo ya na karo par hamesha mujhe disturb karti hi rehti ho
G-kya baat hain tum samrat hi hona aaj tum main mujhe purana waala sam dikhai de raha hain
S-tumhein wohi sam pasand hain na isiliye purane waale sam banne ki koshish kar raha hoon
G-tab toh mujhe tumhein treat dena chahiye
S-kab dogi
G-jab tum miloge tab
S-kal de sakti hona
G-kal kaise ek minute tum mujhse milne ke liye bahana toh nahin bana rahe ho
S-chashmish tum tubelight ho
G-tum aise stupid plans mat banao koi faida nahin hoga
S-ok leave it yeh batao kaisi ho
Marriage arrangements are going at high speed bauji goes to each and every friends and relatives house to invite them personally as it is the most happiest moment of his life.
Bauji didnt have proper contact with adirajs father after that incident . adiraj at last married suhaani and returned to morena. He comes to know about angad's love story after that incident .He felt very guilty because if he has not done like that angad would have been with nupur. He many times wanted to talk to bauji regarding this personally but bauji has not come morena since 5 years today he is in front of him but he cant talk because everything is over .On the other side adiraj's dad feels that bauji is angry with him because of adhiraj . The main reason for gunur not coming to morena for many years is after that incident everyone started pitying bhushan family and they didn't like all that. Gunur and bauji wanted to forget everything that happened on that day but no one allowed them to do that with there stupid pity dialogues . As it was a small town there people are little bit old fashioned all used to feel that since so much has happened nupur will not get a good guy but after listening to gunur's marriage news everyone were astonished
bauji goes to meet adhiraj's father to give him invitation for marriage
shekhar-mujhe toh lagaa tum nahin aaoge
B-tum mere dost ho tumhein bulane ke liye aana toh padega hi
Sh-us din jo kuch bhi hua uske liye
B-main us baare main baat karna nahin chahta jo kuch bhi hua use ek bura sapna samaj ke humne bula diya use dubara yaad mat dilao
gunur house is filled with guests. After one month Ravi and divya join them. Aditi comes along with them as uday told he will come later due to office work . They have come to morena after 20 years they are very happy to meet all their old relatives . Aditi is pregnant and dia has 6 months old daughter ria.
N-hi would be mother kaisi ho aur uday bhaiya kaha hain
A-main aayi hoon kaafi nahin hain kya uday baad main aayega
N-maine aise hi poocha waise dia bhi toh nahin aayi
A-is question ka answer mere paas nahin mere bhai aur bhabhi ke paas hain khud call karke poocho
(she calls dia)
N-hello dia kaha ho tum aane ka irada hain ki nahin
D-gussa chodo aarahi hun sham tak aajaongi
N-tum chachaji ke saath aane waali thi na
D-woh story aane ke baad aaram se sunaongi
N-acha tik hain jaldi aana
gunur introduce aditi to their relatives and even suraj and angad
Bui-toh aa gaya mujhe lagaa nahin aayega
R-kyun nahin aata mere betiyon ki shaadi hain
(ravi left morena twenty years back due to work after that divya never came back and ravi used to come for once in three years that too for half day and left. But this time they shall spend the whole month here only . Dia and uday were very small when they left morena)
in the evening dia comes with benji gunur, Aditi are waiting for dia suraj and angad as usual be with them as they dont leave gunur alone because they dont want to miss an oppurtunity
G-jeeju tum yehaan
B-woh main
D-mujhe nahin ria ko drop karne aaya hain
G-par itna dur
D-woh kya hain na benji ko darr hain ki kahin uski beti ko travelling main problem hogi isiliye khud ria ko drop karne aaya hain
(gunur introduce them to their friends)
B-ok ab main chalta hun
N-baad main jaa sakte ho na jeejaji (sweetly)
B-woh kya hain na saaliji mujhe bahut kaam hain isiliye jaana padega par uday ke saath zaroor aaonga
N-pucca aayengena
B-yaa sure aakhir hamari do sweet saaliyon ki shaadi hain kaise miss kar sakta hun bye(to dia)tumhein yaad hain na maine kya kahaan main tumhein har gante call karoonga acha tik hain bye
D-bye(he leaves)thankgod chala gaya
G-dia kaise baatein kar rahi ho jeeju kitne sweet hain unhe tumhari kitni parvah hain
D-parvah meri nahin apni beti ki hain use lagta hain ki ria ka teek se khayal nahin rakoongi isiliye apni beti ke baare main poochne ke liye har ganta call karega usne meri parvah karna shaadi ke kuch hi din main meri parvah karna usne chod diya ye pati se jyada boyfriend hi tik tha ab toh mujhe wohi karna padta hain jo mere patidev kehte hain meri career spoil kardi kehta hain ki uski beti ka khyal kaun rakhega main tumse poochti hoon woh meri bhi beti hain kya mujhe uski parvah nahin hain maine kahaan tha main dono manage karloongi dad aur mom bhi maan gaye lekin ye hain ki maanta nahin meri kisi bhi baat ki koi value nahin hain dimaag kharab kar ke rak diya
N-dia shant ho jao tum jaanti ho na benji kuch jyada hi caring hain
D-jaanthi hoon usi baat ko like karke usse pyar kiya lekin agar wo caring limit main rahega toh hi acha hain sirf use hi uski beti ki fikar hain kya main uski kuch nahin lagti mujhe apne beti ki takleef se takleef nahin hogi
N-dia hota hain kyun itni si baat ke liye lad rahi ho tumhe toh khush hona chahiye uska ria ke lliye care dekhkar warna kaun itna dur aata hain apni beti ko chodne
D-tum ab aise hi kahogi jab shaadi hogi pata chalega mayank toh isse dus kadam aage hain main bhi in words ko yaad rakhoongi
N-mayank caring hain isiliye mujhe pasand hain lekin woh koi bhi kaam aisa nahin karega jo mujhe pasand naa aaaye
D-main bhi aise hi sochti thi lekin a pata chala woh mera bram hain
Angad ' dia tik keh rahi hain tumhein apni shaadi ke baare main ek baar sochna chahiye
G-tumhari tabiyet toh teek hain itni si baat ke liye koi shaadi kyun cancel karega
Su-hum toh tumhari balai ke liye keh rahe the baad main tum dono ki marzi
N-koi aur mila toh woh aisa nahin hoga is baat ki kya guarantee hain aur waise bhi mujhe mayank par pura barosa hain
Edited by --unknown-- - 14 years ago