Posted:
Kaha uss nay muhabbat chand se kioun hay?
Kaha main nay " tere chehray k jesa hay"
Kaha uss nay gullabon se muhabbat kioun?
Kaha main nay " tere honton k jese hain"
Kaha uss nay Samandar se muhabbat kioun?
Kaha main nay " teri aankhon k jesa hay"
Kaha uss nay " dhalakti sham se kioun iss qadar ulfat?
Kaha main nay " teri palkon k jesi hay"
Kaha uss nay " muhabbat khushboun se kioun?
Kaha main nay" teri saanson k jesi hain"
Kaha uss nay muhabbat laal rang se kioun?
Kaha main nay Lahoo hain DiL, Jiggar, Ankhain "
Kaha uss nay Muhabbat raat se kioun hay ?
Kaha main nay" meri taqdeer nay subha nahi dekhi "
Kaha uss nay December " se muhabbat kioun?
Kaha main nay "December main millay thay TUM"
Kaha uss nay magar mujh se muhabbat kioun ?
To main kuch keh nahi paai......
Main kuch bhi keh nahi paai..........
Kanwal Malik