Posted:
mann singh khurana aapne gusse par control karna sikho.dev ke taraf aapka raviya mujhe zara bhi pasand nahi aa raha.dadiji ke kehne par bhi dev ki naukri ke liye mana karna .kaha gaye insaniyat aapke.agar madad nahi karne toh itna toh yaad rakho ki dev ki vajah se hi aap jinda ho .yeah kabhi mat bhulna.aur agar aap yeah kehna chahte ho ki jo geet ke saath hua agar mere saath hota toh maine kya kerte.toh iska jawab hai ki mere saath same yehi hua hai . geet ki tarah pehle maine bhi gussa thi.lekin aap nafrat kitne samay tak raakhenge.jeena mushkil ho jata hai.dev ko ek aur moka dena chahye