Posted:
I watched the show and I was really thinking beta kya tappad marte hein yeh log....
Jab dekho sahi hanth ghumaya aur yeh gaya gaal par ššš
Par beta aage piche soch kar nahi chalte.....bas maaro aur problem mei pado....
Behuda Angadwa kah to sahi raha tha....paheli baar jab khud ko defend nahi kar paaye...to ek ka ek ab kya hoga....Pratigya tab to Rani ki jansi Laxmibai thi ....uski shadi jab Krishna jaise ladke se ho sakti hai...to angadwa ki kyun nahi šš rajja panchavi pass hai š
But sach to yahi hai....Ab krishna saath hai..woh maarega Angadwa ko aur bachayega Arushi ko......saxena family se kuch hota nahi hai...bas tappad maaro...problem create karo aur...intezaar karo ki koi aaye bachaye....kabhi krishna...kabhi chandu to kabhi Tunna....
I hope Aarushi ke saath aaisa naa ho.....yaar serial mei har baar ladki ke saath bura ho jaruri nahi hai...I am 100% sure Krishna will not let this happen....Rajja ne to khud shadi kar li...jaise apni bahan ki shadi padhe likhe ache ladke se karwayi hai....shali ki bhi karwayega....
Ka bolbo.....sahi baat ki nai....