Posted:
Kya Aapke Computer par kabhi virus laga hai?
Kya usne aapko pareshan kiya hai?
Kya aapne usay clean karne ki koshish ki hai?
Kya usne apneaap ko restore karne ki koshish ki hai?
Kya aapne online help lene ki koshish ki hai?
Kya woh koshish appke kaam aayi hai?
Kya aapne windows reformat karai hai?
Kya aapne yeh sab kabhi yahan discuss kiya hai?
Agar nahi.....to ab karo.....
Maine apne jeevan mein kai viruses ko mar giraya.....par ek virus...jiska shubhnaam hai....Bndmss.exe jo trojans ki joint family ka sadasya hai jiska janam june 2008 mein europe mein hua....
Main jaanta hu ki maine usay kitni mushkil se manually delete kiya......
Maine kai antiviruses ki madad lene ki koshish ki...AVG, Norton , MC Afee aur spyware Doctor....sab fail ho gaye.....
Tab maine usay swayam maar giraanay ki thaani.
Maine online resources ka sahara liya...
Maine system restore ko "OFF" karke usay "taskmanager" par uski process ko stop kiya...fir COMAND PROMPT kay through maar giraya.....
Woh virus itna chaalaak tha ki usnay apne aap ko windows firewall ke exceptions mein enter kar liya tha......
Kya aap apna koi experience share karna chahengay?š¤¢