Posted:
Kuch din pehle mohabbat ko sapna samjha hum ne
Muhabbat hui mohabbat ko apna samjha hum ne
Mohabbat main is kadar madhosh ho Gaye
Us ki bewafai ko wafa samjha hum ne?
Zakham is kadar mohabbat ne diye
Hum ne in zakhmo ko phool samjha
Mohabbat ki chik o pukaar is kadar thi
Ke ass pass ke logo ki roone ko asna samjha hum ne
Mohabbat ki shidat main aankhen is kadar chandiya Gaye
Har chamakti chiz ko sona samjha hum ne
Dewaana is kadar mohabbat ne bannaya humko
Ke apno ko begana samjha hum ne
Mohabbat ki yaadein dil par kuch you naksh kar Gaye.
Ke un ko bhulane ki khoshish main
Khod ko bhula diya hum ne..