Originally posted by: Mayurana
Mene ye 2 baar read kiya ki kuch galat samajh rahi hu but nahi 🤣🤣
Koi saumya ko iska address do apne Saiyaan ko bhaiyaa banana ke liye sahi punish karegi
Aaj kal sumo bahut violent hogayi hai. Door rakho usko aise logon se.



1.5k